Poet
Hafeez Jaunpuri
حفیظ جونپوری1868–1959
Poems
- مصیبتیں تو اٹھا کر بڑی بڑی بھولےمگر فراق کی ایذا نہ اک گھڑی بھولےmusībateñ to uṭhā kar baṛī baṛī bhūlemagar firāq kī īzā na ik ghaṛī bhūle
- منہ مرا ایک ایک تکتا تھااس کی محفل میں میں تماشا تھاmuñh mirā ek ek taktā thāus kī mahfil meñ maiñ tamāshā thā
- نازنیں جن کے کچھ نیاز نہیںان حسینوں سے دل کو ساز نہیںnāznīñ jin ke kuchh niyāz nahīñun hasīnoñ se dil ko sāz nahīñ
- نہ آ جائے کسی پر دل کسی کانہ ہو یا رب کوئی مائل کسی کاna ā jā.e kisī par dil kisī kāna ho yā rab koī mā.il kisī kā
- وصل آسان ہے کیا مشکل ہےتجھ کو یہ دھیان ہے کیا مشکل ہےvasl āsān hai kyā mushkil haitujh ko ye dhyān hai kyā mushkil hai
- وصل میں آپس کی حجت اور ہےاس شکر رنجی میں لذت اور ہےvasl meñ āpas kī hujjat aur haiis shakar ranjī meñ lazzat aur hai
- وہ حسیں بام پر نہیں آتاچاند اپنا نظر نہیں آتاvo hasīñ bām par nahīñ ātāchānd apnā nazar nahīñ ātā
- وہ ہمکنار ہے جام شراب ہاتھ میں ہےبغل میں چاند ہے اور آفتاب ہاتھ میں ہےvo hamkanār hai jām-e-sharāb hāth meñ haibaġhal meñ chānd hai aur āftāb hāth meñ hai
- ہائے اب کون لگی دل کی بجھانے آئےجن سے امید تھی اور آگ لگانے آئےhā.e ab kaun lagī dil kī bujhāne ā.ejin se ummīd thī aur āg lagāne ā.e
- ہم کو دکھا دکھا کے غیروں کے عطر ملناآتا ہے خوب تم کو چھاتی پہ مونگ دلناham ko dikhā dikhā ke ġhairoñ ke itr milnāātā hai ḳhūb tum ko chhātī pe mūng dalnā
- ہو ترک کسی سے نہ ملاقات کسی کییا رب نہ بگڑ جائے بنی بات کسی کیho tark kisī se na mulāqāt kisī kīyā rab na bigaṛ jā.e banī bāt kisī kī
- ہوئے عشق میں امتحاں کیسے کیسےپڑے مرحلے درمیاں کیسے کیسےhue ishq meñ imtihāñ kaise kaisepaṛe marhale darmiyāñ kaise kaise
- یاد ہے پہلے پہل کی وہ ملاقات کی باتوہ مزے دن کے نہ بھولے ہیں نہ وہ رات کی باتyād hai pahle pahal kī vo mulāqāt kī bātvo maze din ke na bhūle haiñ na vo rāt kī bāt
- یوں اٹھا دے ہمارے جی سے غرضہو نہ تیرے سوا کسی سے غرضyūñ uṭhā de hamāre jī se ġharazho na tere sivā kisī se ġharaz
- یوں تو حسین اکثر ہوتے ہیں شان والےلیکن کچھ اور ہے تو او آن بان والےyūñ to hasīn aksar hote haiñ shān vālelekin kuchh aur hai to o ān bān vāle
- یہ سب کہنے کی باتیں ہیں کہ ایسا ہو نہیں سکتامحبت میں جو دل مل جائے پھر کیا ہو نہیں سکتاye sab kahne kī bāteñ haiñ ke aisā ho nahīñ saktāmohabbat meñ jo dil mil jā.e phir kyā ho nahīñ saktā
- یہی مسئلہ ہے جو زاہدو تو مجھے کچھ اس میں کلام ہےوہی شے حلال ہے خلد میں وہی میکدے میں حرام ہےyahī masala hai jo zāhido to mujhe kuchh is meñ kalām haivahī shai halāl hai ḳhuld meñ vahī maikade meñ harām hai