Poet
Faisal Fehmi
Poems
- اجاڑ دوں میں یہ دنیا وہ زور ہے مجھ میںکئی اداس ہواؤں کا شور ہے مجھ میںujāṛ dūñ maiñ ye duniyā vo zor hai mujh meñka.ī udās havā.oñ kā shor hai mujh meñ
- اشکوں کو چن کے آنکھوں میں بویا کریں گے ہمرونا تمام شہر کا رویا کریں گے ہمashkoñ ko chun ke ānkhoñ meñ boyā kareñge hamronā tamām shahr kā royā kareñge ham
- اک نظر مڑ کے مجھے دیکھ اے جانے والےیہ جو لمحے ہیں کبھی پھر نہیں آنے والےik nazar muṛ ke mujhe dekh ai jāne vāleye jo lamhe haiñ kabhī phir nahīñ āne vāle
- اور تو کچھ نہیں کیا ہوگامیں نے پھر موت کو جیا ہوگاaur to kuchh nahīñ kiyā hogāmaiñ ne phir maut ko jiyā hogā
- سنو خاموش ہی ہستی مری تم سے جدا ہوگیکہ اب ہر اک فریاد عنایت بے نوا ہوگیsuno ḳhāmosh hī hastī mirī tum se judā hogīke ab har ik fariyād ināyat be navā hogī
- عشق کی آج انتہا کر دوروح کو جسم سے جدا کر دوishq kī āj intihā kar dorūh ko jism se judā kar do
- کوئی جہاں میں صاحب ایماں نہ بن سکاتف ہے کہ عشق مذہب انساں نہ بن سکاkoī jahāñ meñ sāhab-e-īmāñ na ban sakātaf hai ke ishq maz.hab-e-insāñ na ban sakā
- کیوں آسمان ہجر کے تارے چلے گئےاب کیا ہوا جو خواب تمہارے چلے گئےkyūñ āsmān hijr ke tāre chale ga.eab kyā huā jo ḳhvāb tumhāre chale ga.e
- محبت کے حوالے ڈھونڈھتا ہےاندھیروں میں اجالے ڈھونڈھتا ہےmohabbat ke havāle ḍhūñḍhtā haiandheroñ meñ ujāle ḍhūñḍhtā hai
- میں پاسبان باغ حقیقت سے ڈر گیاسو دشت دل کی خاک اڑانے سے مر گیاmaiñ pāsbān bāġh haqīqat se ḍar gayāso dasht-e-dil kī ḳhāk uṛāne se mar gayā
- ہر لمحۂ موجود کے امکان سے پہلےاک میں ہی یقینی تھا ترے گیان سے پہلےhar lamha-e-maujūd ke imkān se pahleik maiñ hī yaqīnī thā tire giyān se pahle