Poet
Faisal Ajmi
b. 1951
Poems
- اس کو جانے دے اگر جاتا ہےزہر کم ہو تو اتر جاتا ہےus ko jāne de agar jātā haizahr kam ho to utar jātā hai
- اس نے دیکھا جو مجھے عالم حیرانی میںگر پڑا ہاتھ سے آئینہ پریشانی میںus ne dekhā jo mujhe ālam-e-hairānī meñgir paṛā hāth se ā.īna pareshānī meñ
- ان لوگوں میں رہنے سے ہم بے گھر اچھے تھےکچھ دن پہلے تک تو سب کے تیور اچھے تھےun logoñ meñ rahne se ham be ghar achchhe thekuchh din pahle tak to sab ke tevar achchhe the
- تیری آنکھیں نہ رہیں آئینہ خانہ مرے دوستکتنی تیزی سے بدلتا ہے زمانہ مرے دوستterī ānkheñ na raheñ ā.īna ḳhāna mire dostkitnī tezī se badaltā hai zamāna mire dost
- حرف اپنے ہی معانی کی طرح ہوتا ہےپیاس کا ذائقہ پانی کی طرح ہوتا ہےharf apne hī ma.ānī kī tarah hotā haipyās kā zā.iqa pānī kī tarah hotā hai
- دکھ نہیں ہے کہ جل رہا ہوں میںروشنی میں بدل رہا ہوں میںdukh nahīñ hai ke jal rahā hūñ maiñraushnī meñ badal rahā hūñ maiñ
- رخت سفر ہے اس میں قرینہ بھی چاہیےآنکھیں بھی چاہیے دل بینا بھی چاہیےraḳht-e-safar hai is meñ qarīna bhī chāhiyeānkheñ bhī chāhiye dil-e-bīnā bhī chāhiye
- شامیانوں کی وضاحت تو نہیں کی گئی ہےآج خیرات ہے دعوت تو نہیں کی گئی ہےshāmyānoñ kī vazāhat to nahīñ kī ga.ī haiāj ḳhairāt hai da.avat to nahīñ kī ga.ī hai
- کسی نے کیسے خزانے میں رکھ لیا ہے مجھےاٹھا کے اگلے زمانے میں رکھ لیا ہے مجھےkisī ne kaise ḳhazāne meñ rakh liyā hai mujheuṭhā ke agle zamāne meñ rakh liyā hai mujhe
- گر جائے جو دیوار تو ماتم نہیں کرتےکرتے ہیں بہت لوگ مگر ہم نہیں کرتےgir jā.e jo dīvār to mātam nahīñ kartekarte haiñ bahut log magar ham nahīñ karte
- مجھ کو یہ فکر کب ہے کہ سایہ کہاں گیاسورج کو رو رہا ہوں خدایا کہاں گیاmujh ko ye fikr kab hai ke sāya kahāñ gayāsūraj ko ro rahā hūñ ḳhudāyā kahāñ gayā
- میں زخم کھا کے گرا تھا کہ تھام اس نے لیامعاف کر کے مجھے انتقام اس نے لیاmaiñ zaḳhm khā ke girā thā ke thām us ne liyāmuāf kar ke mujhe intiqām us ne liyā
- میں غار میں تھا اور ہوا کے بغیر تھااک روز آفتاب ضیا کے بغیر تھاmaiñ ġhār meñ thā aur havā ke baġhair thāik roz āftāb ziyā ke baġhair thā
- ہجر موجود ہے فسانے میںسانپ ہوتا ہے ہر خزانے میںhijr maujūd hai fasāne meñsānp hotā hai har ḳhazāne meñ
- ہر شخص پریشان ہے گھبرایا ہوا ہےمہتاب بڑی دیر سے گہنایا ہوا ہےhar shaḳhs pareshān hai ghabrāyā huā haimahtāb baṛī der se gahnāyā huā hai
- یہ بھی نہیں کہ دست دعا تک نہیں گیامیرا سوال خلق خدا تک نہیں گیاye bhī nahīñ ke dast-e-duā tak nahīñ gayāmerā savāl-e-ḳhalq-e-ḳhudā tak nahīñ gayā