Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Faheem Shanas Kazmi

b. 1965

Poems

  1. us ne pūchhā bhī magar hāl chhupā.e ga.e hamapne hī āp meñ ik hashr uṭhā.e ga.e ham
  2. badan ko ḳhāk kiyā aur lahū ko āb kiyāphir is ke ba.ad murattib nayā nisāb kiyā
  3. barg-e-sadā ko lab se uṛe der ho ga.īham ko bhī ab to ḳhāk hue der ho ga.ī
  4. tumhāre ba.ad jo bikhre to kū ba kū hue hamphir is ke ba.ad kahīñ apne rūbarū hue ham
  5. husn alfāz ke paikar meñ agar ā saktākaisā hotā hai ḳhudā tum ko maiñ dikhlā saktā
  6. dil-e-tabāh ko ab tak nahīñ yaqīñ āyāke shām-e-bīt ga.ī aur to nahīñ āyā
  7. dil-o-nigāh meñ us ko agar nahīñ rahnāshanās mujh ko bhī phir dar badar nahīñ rahnā
  8. dhund meñ ḍūbī sārī fazā thī us ke bāl bhī gīle thejis kī ānkheñ jhīloñ jaisī jis ke honṭ rasīle the
  9. samajh rahā thā maiñ ye din guzarne vālā nahīñkhulā ke koī bhī lamha ṭhaharne vālā nahīñ
  10. lahū kī lahr meñ ik ḳhvāb dil shikan bhī gayāphir us ke sāth hī ānkheñ ga.īñ badan bhī gayā
  11. ham ek din nikal ā.e the ḳhvāb se bāharso ham ne ranj uṭhā.e hisāb se bāhar