Poet
Faheem Shanas Kazmi
b. 1965
Poems
- اس کے لبوں کی گفتگو کرتے رہے سبو سبویعنی سخن ہوئے تمام یعنی کلام ہو چکاus ke laboñ kī guftugū karte rahe subū subūya.anī suḳhan hue tamām ya.anī kalām ho chukā
- زمین پر نہ رہے آسماں کو چھوڑ دیاتمہارے بعد زمان و مکاں کو چھوڑ دیاzamīn par na rahe āsmāñ ko chhoṛ diyātumhāre ba.ad zamān-o-makāñ ko chhoṛ diyā
- صاحب! یہ میرا نامۂ تقدیر دیکھیےاک شام ہجر اس میں کئی بار درج ہےsāhab! ye merā nāma-e-taqdīr dekhiyeik shām-e-hijr is meñ ka.ī bār darj hai
- گزرا مرے قریب سے وہ اس ادا کے ساتھرستے کو چھو کے جس طرح رستہ گزر گیاguzrā mire qarīb se vo is adā ke sāthraste ko chhū ke jis tarah rasta guzar gayā
- یوں جگمگا اٹھا ہے تری یاد سے وجودجیسے لہو سے کوئی ستارہ گزر گیاyūñ jagmagā uṭhā hai tirī yād se vajūdjaise lahū se koī sitāra guzar gayā