Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ejaz Farooqi

b. 1935

Poems

  1. apne dil kī qaus-e-quzah keṭukṛe ṭukṛe kar ke maiñ ne
  2. tū ne sard havā.oñ kī zabāñ sīkhī haitere ṭhanḍe lams se dhaṛkaneñ yaḳh basta huīñ aur maiñ chup hūñ
  3. tū ne mere dukh kī ḳhātirkitne ranj sahe
  4. tū hai ik tānbe kā thāljo sūraj kī garmī meñ sārā sāl tape
  5. terī turbatterī āvāzoñ kā gumbad
  6. sahar ke vaqtkunvārī zamīn-e-shabnam meñ nahā ke leṭī hai
  7. sub.h kā hañstā sitāra tanhākaun jāne rāt bhar kis karb se guzrā hai
  8. asā-e-mūsāandherī rātoñ kī ek tajsīm munjamid
  9. kiran ko tum kis tarah andheroñ kī chādaroñ meñ lapeṭ dogekiran to phūṭegī
  10. kal jo qabristān se lauṭātū tanhā.ī kā ik bojh uṭhā kar lāyā
  11. kyūñ mire ḳhvāb ko dhundlāte hoḳhvāb
  12. mausam-e-sarmā kī ṭhiṭhrātī huī shām-e-hazīñchoṭiyoñ par barf kī ik lāsh
  13. vādī vādī sahrā sahrā phirtā rahā maiñ dīvānakoh milā
  14. vo ek ānsū girāvo dil ke athāh sāgar meñ ik sadaf kā bhī muñh khulā
  15. vo ek pattharvo saḳht kālā siyāh patthar
  16. vo ek pal thāmire aur ajdād ke zamānoñ kā nuqta-e-ittisāl
  17. vo peṛ ab kaṭ gayā haijis ke tale javānī ke garm lamhoñ ko ṭhanḍe sā.e mile
  18. vo tīrgī bhī ajīb thīchāndnī kī ṭhanḍī gudāz chādar se sārā jangal lipaṭ rahā thā
  19. havā ke ye naqshnīle sāgar kī uṭhtī maujeñ
  20. ye ābā kī aqdār kā ik muraqqa.ajise vaqt kī ek yalġhār-e-paiham miṭātī rahī
  21. ye chaṭīl sarzamīñtum ko milī
  22. ye samundarmauj dar mauj salāsil
  23. ye nanhī sī guṛiyājise do baras ho ga.e haiñ