Poet
Ejaz Ansari
b. 1955
Poems
- اپنے محافظوں سے ہراساں ہے زندگیاس زندگی کے حال پہ حیراں ہے زندگیapne muhāfizoñ se hirāsāñ hai zindagīis zindagī ke hāl pe hairāñ hai zindagī
- بچھڑ کے تجھ سے مجھے دکھ تو ہے ملال تو ہےمگر یہ پیار نبھانا بھی اک کمال تو ہےbichhaṛ ke tujh se mujhe dukh to hai malāl to haimagar ye pyār nibhānā bhī ik kamāl to hai
- تمام شہر کو حیران کرنے والا ہوںمیں اپنی موت کا اعلان کرنے والا ہوںtamām shahr ko hairān karne vālā hūñmaiñ apnī maut kā elān karne vālā hūñ
- خدا اسے بھی کسی دن زوال دیتا ہےزمانہ جس کے ہنر کی مثال دیتا ہےḳhudā use bhī kisī din zavāl detā haizamāna jis ke hunar kī misāl detā hai
- راستہ بے زباں بے صدا بھی نہیںکوئی مڑ کر مگر دیکھتا بھی نہیںrāsta be zabāñ be sadā bhī nahīñkoī muṛ kar magar dekhtā bhī nahīñ
- زندگی اک سزا لگے ہے مجھےجب سے تو بے وفا لگے ہے مجھےzindagī ik sazā lage hai mujhejab se to be vafā lage hai mujhe
- سب کچھ کاروباری ہےلہجہ تک بازاری ہےsab kuchh kārobārī hailahja tak bāzārī hai
- عجب ہی کیا ہے اگر دھند میں غبار میں ہےوہ شخص اپنے بنائے ہوئے حصار میں ہےajab hī kyā hai agar dhund meñ ġhubār meñ haivo shaḳhs apne banā.e hue hisār meñ hai
- غم حیات کا منظر بدلنے والا ہےخوشی مناؤ کہ سورج نکلنے والا ہےġham-e-hayāt kā manzar badalne vālā haiḳhushī manā.o ke sūraj nikalne vālā hai
- کھو جاؤں مشت خاک میں ایسا نہیں ہوں میںدریا ہوں اپنی ذات میں قطرہ نہیں ہوں میںkho jā.ūñ musht-e-ḳhāk meñ aisā nahīñ hūñ maiñdariyā hūñ apnī zāt meñ qatra nahīñ hūñ maiñ
- کیا خبر تھی ایک دن یہ حادثہ ہو جائے گاعمر بھر چاہا جسے وہ بے وفا ہو جائے گاkyā ḳhabar thī ek din ye hādisa ho jā.egāumr bhar chāhā jise vo be vafā ho jā.egā
- موت ہر لمحہ انتظار میں ہےزندگی آج بھی ادھار میں ہےmaut har lamha intizār meñ haizindagī āj bhī udhār meñ hai
- ہاتھ میں اپنے حفاظت کا عصا لے جاناگھر سے جانا تو بزرگوں کی دعا لے جاناhāth maiñ apne hifāzat kā asā le jānāghar se jānā to buzurgoñ kī duā le jānā
- ہر اک تحریر نفرت کی مٹانا چاہتا ہوں میںمحبت ہی محبت کا فسانہ چاہتا ہوں میںhar ik tahrīr nafrat kī miṭānā chāhtā hūñ maiñmohabbat hī mohabbat kā fasāna chāhtā hūñ maiñ
- ہیرا ہے کہ شیشے کا جگر کاٹ رہا ہےبیٹے کی پڑھائی پہ کیا جس نے بہت خرچhīrā hai ke shīshe kā jigar kāṭ rahā haibeṭe kī paṛhā.ī pe kiyā jis ne bahut ḳharch
- یہ تیری یاد ہے تیرا خیال ہے کیا ہےاندھیری رات ہے پھر بھی بہت اجالا ہےye terī yād hai terā ḳhayāl hai kyā haiandherī rāt hai phir bhī bahut ujālā hai
- تمام شہر سے میں جنگ جیت سکتا ہوںمگر میں تم سے بچھڑتے ہی ہار جاؤں گاtamām shahr se maiñ jang jīt saktā hūñmagar maiñ tum se bichhaṛte hī hār jā.ūñgā
- زندگی دی حساب سے اس نےاور غم بے حساب لکھا ہےzindagī dī hisāb se us neaur ġham-e-be hisāb likhā hai