Poet
Ehsas Muradabadi
Poems
- اب میں پیام فصل بہاراں کو کیا کروںدامن کہاں سے لاؤں گریباں کو کیا کروںab maiñ payām-e-fasl-e-bahārāñ ko kyā karūñdāman kahāñ se lā.ūñ garebāñ ko kyā karūñ
- اب وہ پہلے سے مہر و ماہ نہیںکوئی آسودۂ نگاہ نہیںab vo pahle se mehr-o-māh nahīñkoī āsūda-e-nigāh nahīñ
- الم کی حد ہے کہاں بے کسی کہاں تک ہےہمارے غم میں تمہاری خوشی کہاں تک ہےalam kī had hai kahāñ be kisī kahāñ tak haihamāre ġham meñ tumhārī ḳhushī kahāñ tak hai
- بے سبب عشق کب اداس رہاوہ تمہارا ادا شناس رہاbe sabab ishq kab udās rahāvo tumhārā adā shanās rahā
- تو ہی بتا دے جمال معنی ترا کریں انتظار کب تکحیات کا اعتبار ہو بھی نگاہ کا اعتبار کب تکtū hī batā de jamāl-e-ma.anī tirā kareñ intizār kab takhayāt kā etibār ho bhī nigāh kā etibār kab tak
- چین پڑتا نہیں ہے سونے میںسوئیاں تو نہیں بچھونے میںchain paṛtā nahīñ hai sone meñsūiyāñ to nahīñ bichhaune meñ
- درد کا درد سے درماں کرتےیوں علاج غم جاناں کرتےdard kā dard se darmāñ karteyūñ ilāj-e-ġham-e-jānāñ karte
- دل سے دل کے واسطے پیغام کیسے آ گیامیرے ہونٹوں پر تمہارا نام کیسے آ گیاdil se dil ke vāste paiġhām kaise ā gayāmere honṭoñ par tumhārā nām kaise ā gayā
- زمیں سے دور رہے آسماں سے دور رہےجو تم تھے پاس تو سارے جہاں سے دور رہےzamīñ se dūr rahe āsmāñ se dūr rahejo tum the pās to sāre jahāñ se dūr rahe
- طوفان محبت لاکھ اٹھے طوفان سے لیکن حاصل کیاجو ڈوب گئی وہ کشتی کیا جو ہاتھ آیا وہ ساحل کیاtūfān-e-mohabbat lākh uṭhe tūfān se lekin hāsil kyājo ḍūb ga.ī vo kashtī kyā jo hāth āyā vo sāhil kyā
- کوئی طوفاں تو نہیں کوئی تلاطم تو نہیںزندگی نام ہے جس کا وہ کہیں تم تو نہیںkoī tūfāñ to nahīñ koī talātum to nahīñzindagī nām hai jis kā vo kahīñ tum to nahīñ
- کہتے ہیں کہ یوسف کا خریدار تو لاؤاس جنس گراں کو سر بازار تو لاؤkahte haiñ ke yūsuf kā ḳharīdār to lā.ois jins-e-girāñ ko sar bāzār to lā.o
- وہ درد دل بھی نہیں چشم خوں فشاں بھی نہیںکبھی جو تھا وہ اب انداز گلستاں بھی نہیںvo dard-e-dil bhī nahīñ chashm-e-ḳhūñ fishāñ bhī nahīñkabhī jo thā vo ab andāz-e-gulsitāñ bhī nahīñ
- ہاں مجھے گوارا ہے عشق کا سفر تنہااس نے مجھ کو چھوڑا ہے کچھ تو سوچ کر تنہاhāñ mujhe gavārā hai ishq kā safar tanhāus ne mujh ko chhoṛā hai kuchh to soch kar tanhā