Poet
Ehsanul Haq Mazhar
Poems
- اس لئے تیز بھاگتا ہوں میںاپنے پیچھے پڑا ہوا ہوں میںis liye tez bhāgtā hūñ maiñapne pīchhe paṛā huā hūñ maiñ
- تم سمجھتے ہو زمانے کے لئے آتا تھامیں تمہیں شعر سنانے کے لئے آتا تھاtum samajhte ho zamāne ke liye ātā thāmaiñ tumheñ sher sunāne ke liye ātā thā
- تم عبث ڈھونڈھتے پھرتے ہو کہاں رستہ تھاہم نے دیوار اٹھا دی ہے جہاں رستہ تھاtum abas ḍhūñḍhte phirte ho kahāñ rasta thāham ne dīvār uṭhā dī hai jahāñ rasta thā
- جو تھکاوٹ پہ مبنی نیند نہیںمیں سمجھتا ہوں اچھی نیند نہیںjo thakāvaṭ pe mabnī nīnd nahīñmaiñ samajhtā hūñ achchhī nīnd nahīñ
- خمار قرب میں اس بات کا خیال نہ تھاہمارے ذہن میں کچھ اور تھا وصال نہ تھاḳhumār qurb meñ is bāt kā ḳhayāl na thāhamāre zehn meñ kuchh aur thā visāl na thā
- زندگی اور گھر کا نقشہ ایک جیسا ہو رہا ہےکمرے بڑھتے جا رہے ہیں صحن چھوٹا ہو رہا ہےzindagī aur ghar kā naqsha ek jaisā ho rahā haikamre baṛhte jā rahe haiñ sehn-e-chhoṭā ho rahā hai
- گرد پڑنے پہ بھی سرشار ہوا کرتا تھاایک رستے سے مجھے پیار ہوا کرتا تھاgard paṛne pe bhī sarshār huā kartā thāek raste se mujhe pyār huā kartā thā
- وہ پریشانی سر دشت عدم ہے ہم کوباغ رضوان بھی مل جائے تو کم ہے ہم کوvo pareshānī-e-sar dasht-e-adam hai ham kobāġh-e-rizvān bhī mil jā.e to kam hai ham ko
- یہ جو لگتا ہے ضرورت سے بھی کم بولتے ہیںہم کو وہ شخص بلاتا ہے تو ہم بولتے ہیںye jo lagtā hai zarūrat se bhī kam bolte haiñham ko vo shaḳhs bulātā hai to ham bolte haiñ