Poet
Ehsanul Haq Mazhar
Poems
- اس محبت سے مری سمت کوئی دیکھتا ہےرک بھی جاتا ہوں کبھی دشت کو جاتا ہوا میںis mohabbat se mirī samt koī dekhtā hairuk bhī jātā hūñ kabhī dasht ko jātā havā meñ
- تم عادتاً کہو گے اسے یار معذرتلیکن یہ اعتراف کے زمرے میں آئے گاtum ādatan kahoge use yār ma.azaratlekin ye etirāf ke zumre meñ ā.egā
- راستے اور بھی جاتے ہیں ادھر کو لیکنوہ مرے دل سے گزرتا ہوا گھر جاتا ہےrāste aur bhī jāte haiñ idhar ko lekinvo mire dil se guzartā huā ghar jātā hai
- زندگی اس کی امانت تھی وگرنہ مظہرؔہم اسے اپنے تصرف میں بھی لا سکتے تھےzindagī us kī amānat thī vagarna maz.harham use apne tasarruf meñ bhī lā sakte the
- فی زمانہ یہ مروت بھی بہت ہے مظہرؔان کو جانا تھا مگر دوست بہانے سے گئےfī zamāna ye muravvat bhī bahut hai maz.harun ko jānā thā magar dost bahāne se ga.e