Poet
Brij Mohan Dattatreya Kaifi
برجموہن دتاتریہ کیفی1866–1955
Poems
- آہ وہ شعلہ ہے جو جی کو بجھا کے اٹھےدرد وہ فتنہ ہے جو دل کو بٹھا کے اٹھےāh vo shola hai jo jī ko bujhā ke uṭhedard vo fitna hai jo dil ko biṭhā ke uṭhe
- اک خواب کا خیال ہے دنیا کہیں جسےہے اس میں اک طلسم تمنا کہیں جسےik ḳhvāb kā ḳhayāl hai duniyā kahīñ jisehai is meñ ik tilism-e-tamannā kahīñ jise
- اک طلسم عجب نما ہوں میںکیا بتاؤں تمہیں کہ کیا ہوں میںik tilism-e-ajab numā hūñ maiñkyā batā.ūñ tumheñ ke kyā hūñ maiñ
- الفت کے امتحاں میں اغیار فیل نکلےتھے پاس ایک ہم ہی جو جاں پہ کھیل نکلےulfat ke imtihāñ meñ aġhyār fel niklethe pās ek ham hī jo jāñ pe khel nikle
- اولو العزمی نہ بے باکی نہ چنچل زندگانی ہےتمہیں سوچو کہ یہ کوئی جوانی میں جوانی ہےaulū alazmī na be bākī na chanchal zindagānī haitumheñ socho ke ye koī javānī meñ javānī hai
- بادل امڈے ہیں دھواں دھار گھٹا چھائی ہےدھوئیں توبہ کے اڑانے کو بہار آئی ہےbādal umḍe haiñ dhuāñ dhār ghaṭā chhā.ī haidhueñ tauba ke uṛāne ko bahār ā.ī hai
- باعث کوئی ایسا ہے کہ میں کچھ نہیں کہتاورنہ مجھے سودا ہے کہ میں کچھ نہیں کہتاbā.is koī aisā hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtāvarna mujhe saudā hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtā
- بتائیں کیا تجھ کو چشم پر نم ہوا ہے کیا خوں آرزو کابنا گل داغ یاس و سرت جو دل میں قطرہ بچا لہو کاbatā.eñ kyā tujh ko chashm pur nam huā hai kyā ḳhūñ ārzū kābanā gul dāġh-e-yās-o-sarat jo dil meñ qatra bachā lahū kā
- بتائیں کیا عمل عشق حقیقی کا کہاں تک ہےزمیں کیا آسماں تک ہے مکاں کیا لا مکاں تک ہےbatā.eñ kyā amal ishq-e-haqīqī kā kahāñ tak haizamīñ kyā āsmāñ tak hai makāñ kyā lā makāñ tak hai
- بن سنور کر ہو جو وہ جلوہ نما کوٹھے پرچرخ چارم کا نظر آئے سما کوٹھے پرban sañvar kar ho jo vo jalva numā koṭhe parcharḳh-e-chārm kā nazar ā.e samā koṭhe par
- پانی پانی ہو گیا جوش ابر دریا بار کادیکھ کر طوفاں ہمارے دیدہ ہائے زار کاpānī pānī ho gayā josh-e-abr-e-dariyā bār kādekh kar tūfāñ hamāre dīda hā-e-zār kā
- پانی سیانے دیتے ہیں کیا پھونک پھونک کردل سوز غم نے خاک کیا پھونک پھونک کرpānī siyāne dete haiñ kyā phūñk phūñk kardil soz-e-ġham ne ḳhāk kiyā phūñk phūñk kar
- پردہ دار ہستی تھی ذات کے سمندر میںحسن خوب کھل کھیلا اس صفت کے منظر میںparda dār-e-hastī thī zāt ke samundar meñhusn ḳhūb khul khelā is sifat ke manzar meñ
- جس کو خبر نہیں اسے جوش و خروش ہےجو پا گیا وہ راز وہ گم ہے خموش ہےjis ko ḳhabar nahīñ use josh-o-ḳharosh haijo pā gayā vo rāz vo gum hai ḳhamosh hai
- حال دل کہنے کو کہتے ہو تو کب تم مجھ کوہائے جس وقت نہیں تاب تکلم مجھ کوhāl-e-dil kahne ko kahte ho to kab tum mujh kohā.e jis vaqt nahīñ tāb-e-takallum mujh ko
- حسن ازل کا جلوہ ہماری نظر میں ہےجو طور پر ہوا تھا دل دیدہ ور میں ہےhusn-e-azal kā jalva hamārī nazar meñ haijo tūr par huā thā dil-e-dīda var meñ hai
- حسن کی رنگینیاں کیا جلوہ ساماں ہو گئیںدل کی آنکھیں سر بسر ایمن بداماں ہو گئیںhusn kī rangīniyāñ kyā jalva sāmāñ ho ga.īñdil kī ānkheñ sar basar eman badāmāñ ho ga.īñ
- خدا بھی طرف دار نکلا تمہارایہ جھگڑا چکا اب ہمارا تمہاراḳhudā bhī taraf dār niklā tumhārāye jhagṛā chukā ab hamārā tumhārā
- دل کو جب حاصل صفائی ہو گئیجلوہ گر بت میں خدائی ہو گئیdil ko jab hāsil safā.ī ho ga.ījalva gar but meñ ḳhudā.ī ho ga.ī
- دل کھو گیا ہمارا کسی سے ملا کے ہاتھہو دسترس تو کاٹیے دزد حنا کے ہاتھdil kho gayā hamārā kisī se milā ke hāthho dastaras to kāṭiye duzd-e-hinā ke hāth
- دنیا میں بقا نہیں کسی کومرنا اک روز ہے سبھی کوduniyā meñ baqā nahīñ kisī komarnā ik roz hai sabhī ko
- ڈھونڈھنے سے یوں تو اس دنیا میں کیا ملتا نہیںسچ اگر پوچھو تو سچا آشنا ملتا نہیںḍhūñḍhne se yūñ to is duniyā meñ kyā miltā nahīñsach agar pūchho to sachchā āshnā miltā nahīñ
- راحت کہاں نصیب تھی جو اب کہیں نہیںوہ آسماں نہیں ہے کہ اب وہ زمیں نہیںrāhat kahāñ nasīb thī jo ab kahīñ nahīñvo āsmāñ nahīñ hai ke ab vo zamīñ nahīñ
- زندگی کا کس لیے ماتم رہےملک بستا ہے مٹے یا ہم رہےzindagī kā kis liye mātam rahemulk bastā hai miṭe yā ham rahe
- سارے عشاق سے ہم اچھے ہیںہاں ترے سر کی قسم اچھے ہیںsāre ushshāq se ham achchhe haiñhāñ tire sar kī qasam achchhe haiñ
- ساقیا کس کو ہوس ہے کہ پیو اور پلاؤاب وہ دل ہی نہ رہا اور امنگیں نہ وہ چاؤsāqiyā kis ko havas hai ke piyo aur pilā.oab vo dil hī na rahā aur umangeñ na vo chā.o
- صورت حال اب تو وہ نقش خیالی ہو گیاجو مقام ماسوا تھا دل میں خالی ہو گیاsūrat-e-hāl ab to vo naqsh-e-ḳhayālī ho gayājo maqām-e-māsivā thā dil meñ ḳhālī ho gayā
- عشاق میں نام ہو چکا ہےکیفیؔ بدنام ہو چکا ہےushshāq meñ nām ho chukā haikaifī badnām ho chukā hai
- عشق ہی عشق ہو عاشق ہو نہ معشوق جہاںایسی اک درگہ توحید مآب اور بھی ہےishq hī ishq ho āshiq ho na ma.ashūq jahāñaisī ik dargah-e-tauhīd māb aur bhī hai
- غم دنیا نہیں پھر کون سا غم ہے ہم کوفکر و اندیشۂ عقبیٰ سے بھی رم ہے ہم کوġham-e-duniyā nahīñ phir kaun sā ġham hai ham kofikr-o-andesha-e-uqbā se bhī ram hai ham ko
- فدا اللہ کی خلقت پہ جس کا جسم و جاں ہوگاوہی افسانۂ ہستی کا میر داستاں ہوگاfidā allāh kī ḳhilqat pe jis kā jism-o-jāñ hogāvahī afsāna-e-hastī kā mīr-e-dāstāñ hogā
- قسمت برے کسی کے نہ اس طرح لائے دنآفت نئی ہے روز مصیبت ہے آئے دنqismat bure kisī ke na is tarah lā.e dināfat na.ī hai roz musībat hai ā.e din
- قیس کا تجھ میں جنوں جذبۂ منصور نہیںورنہ منزل گہہ دل دار تو کچھ دور نہیںqais kā tujh meñ junūñ jazba-e-mansūr nahīñvarna manzil gah dil dār to kuchh dūr nahīñ
- کبھی ہے آج اور کل کبھی ہے بھلا یہ عہد وصال کیا ہےہو وعدہ ایفا کہ ترک الفت یہ روزمرہ کی ٹال کیا ہےkabhī hai āj aur kal kabhī hai bhalā ye ahd-e-visāl kyā haiho va.ada-e-īfā ke tark-e-ulfat ye rozmarra kī ṭāl kyā hai
- کس سے ٹھنڈک ہے کہ یہ سب ہیں جلانے والےنالے آہوں سے سوا آگ لگانے والےkis se ṭhanḍak hai ke ye sab haiñ jalāne vālenāle āhoñ se sivā āg lagāne vāle
- کوئی دل لگی دل لگانا نہیں ہےقیامت ہے یہ دل کا آنا نہیں ہےkoī dil lagī dil lagānā nahīñ haiqayāmat hai ye dil kā ānā nahīñ hai
- کوئی نہ دیکھا کہ واپس آیا خدا کے گھر ایک بار جا کروہ دیر و کعبہ میں ہے مقید خدا خدا کر خدا خدا کرkoī na dekhā ke vāpas āyā ḳhudā ke ghar ek bār jā karvo dair-o-ka.aba meñ hai muqayyad ḳhudā ḳhudā kar ḳhudā ḳhudā kar
- کیا ہوا مرکز ہستی اگر انساں نہ ہواآبرو خاک ہے قطرے کی جو طوفاں نہ ہواkyā huā markaz-e-hastī agar insāñ na huāābrū ḳhāk hai qatre kī jo tūfāñ na huā
- کیوں کر چبھے نہ آنکھ میں گل خار کی طرحبھائی ہے دل کو ایک طرحدار کی طرحkyūñ kar chubhe na ānkh meñ gul ḳhār kī tarahbhā.ī hai dil ko ek tarhdār kī tarah
- لب ساغر سے سن لو زاہدو تقریر مے میخانہشکست توبہ ہی ہے یا نئی تعمیر مے خانہlab-e-sāġhar se sun lo zāhido taqrīr mai maiḳhānashikast-e-tauba hī hai yā na.ī ta.amīr-e-mai ḳhāna
- لطف ہو حشر میں کچھ بات بنائے نہ بنےآنکھ بھی شوخ ستمگر سے چرائے نہ بنےlutf ho hashr meñ kuchh bāt banā.e na baneānkh bhī shoḳh sitamgar se churā.e na bane
- مقصد حاصل نہیں ہو یا ہوجو ہونا ہے جلد اے خدا ہوmaqsad hāsil nahīñ ho yā hojo honā hai jald ai ḳhudā ho
- میرے رونے پر ہنسی اچھی نہیںبس جی بس یہ دل لگی اچھی نہیںmere rone par hañsī achchhī nahīñbas jī bas ye dil lagī achchhī nahīñ
- میں نے ان سے جو کہا دھیان مرا کچھ بھی نہیںہائے کس ناز سے ہنس ہنس کے کہا کچھ بھی نہیںmaiñ ne un se jo kahā dhyān mirā kuchh bhī nahīñhā.e kis nāz se hañs hañs ke kahā kuchh bhī nahīñ
- وصل کی ان بتوں سے آس نہیںکہ ٹکے دکشنا کو پاس نہیںvasl kī un butoñ se ās nahīñke ṭike dakshanā ko pās nahīñ
- ہو کے عاشق جان مرنے سے چرائے کس لئےمرد میداں جو نہ ہو میداں میں آئے کس لئےho ke āshiq jān marne se churā.e kis liyemard-e-maidāñ jo na ho maidāñ meñ ā.e kis liye
- ہے عکس آئینہ دل میں کسی بلقیس ثانی کاتصور ہے مرا استاد بہزاد اور مانی کاhai aks-e-ā.īna dil meñ kisī balqais-e-sānī kātasavvur hai mirā ustād behzād aur mānī kā
- ہے یاد یار سے اک آگ مشتعل دل میںعجب ہے خلد و جہنم ہیں متصل دل میںhai yād-e-yār se ik āg mushta.il dil meñajab hai ḳhuld-o-jahannam haiñ muttasil dil meñ
- یا الٰہی مجھ کو یہ کیا ہو گیادوستی کا تیری سودا ہو گیاyā ilāhī mujh ko ye kyā ho gayādostī kā terī saudā ho gayā
- یوں سسکتا مجھے تم چھوڑ نہ جاؤ آؤآخری وقت ہے اے جان من آؤ آؤyūñ sisaktā mujhe tum chhoṛ na jā.o ā.oāḳhirī vaqt hai ai jān-e-man ā.o ā.o