Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Dard Faiz Khan

b. 2003

Poems

Meter
  1. apnī duniyā basā rahā hūñ maiñjā tujhe ab bhalā rahā hūñ maiñ
  2. taṛaptā maiñ rahūñ furqat meñ terī dil nashīñ kab takmirī ānkheñ na dekheñgī tirā chehra hasīñ kab tak
  3. tamāshā ḳhud ko jo ham sū-e-dār karte haiñjo shādmāñ haiñ unheñ sogvār karte haiñ
  4. tumhārī yād meñ ānkheñ bhigo rahā hūñ maiñmagar zamāna samajhtā hai ro rahā hūñ maiñ
  5. husn vāle bazm meñ inkār hī karte raheishq vāle ishq kā iz.hār hī karte rahe
  6. dāman-e-gul meñ vo thī ashk fishānī kī tarahmaiñ ne chāhā thā jise rāt kī rānī kī tarah
  7. din kaṭhin jaise hai sitāroñ parrāt bhārī hai be qarāroñ par
  8. mujh ko is moṛ par chhoṛ jāne ke ba.adkyā milegā tujhe dil dikhāne ke ba.ad
  9. mohabbat meñ koī āshiq agar fan kār ban jā.eto phir ye ain mumkin hai ke dil bāzār ban jā.e
  10. ham ne ḳhud apnī mohabbat kā gilā ghūñṭ diyādil se uṭhtī huī chāhat kā gilā ghūñṭ diyā
  11. hunar jab fan meñ ḍhaltā hai baṛī taklīf hotī hairagoñ kā ḳhūn jaltā hai baṛī taklīf hotī hai