Poet
داؤد اورنگ آبادی
Poems
- آتش عشق سوں جو جلتا ہےوہ سدا مثل شمع گلتا ہےātish-e-ishq sūñ jo jaltā haivo sadā misl-e-sham.a galtā hai
- آج بدلی ہے ہوا ساقی پلا جام شراببرس کالی وعدہ جاتے ہیں برس کالے سحابāj badlī hai havā sāqī pilā jām-e-sharābbaras kālī va.ada jāte haiñ baras kāle sahāb
- اس شکر لب کا میں خیالی ہوںاس سبب شکریں مقالی ہوںis shakar lab kā maiñ ḳhayālī hūñis sabab shukreñ maqālī hūñ
- اگر وہ گلبدن مجھ پاس ہو جاوے تو کیا ہووےزمین دل میں تخم عشق بو جاوے تو کیا ہووےagar vo gulbadan mujh pās ho jāve to kyā hovezamīn-e-dil meñ tuḳhm-e-ishq bū jāve to kyā hove
- تیری انکھیاں کے تصور میں سدا مستانہ ہوںدیکھ کر زنجیر تیرے زلف کی دیوانہ ہوںterī ankhiyāñ ke tasavvur meñ sadā mastāna hūñdekh kar zanjīr tere zulf kī dīvāna hūñ
- جب پری رو حجاب کرتے ہیںدل کے درپن کوں آب کرتے ہیںjab parī rū hijāb karte haiñdil ke darpan kūñ āb karte haiñ
- جب ملا یار تو اغیار ستی کیا مطلبگل میسر ہوا تب خار ستی کیا مطلبjab milā yār to aġhyār satī kyā matlabgul muyassar huā tab ḳhār satī kyā matlab
- جب وہ مہ رخسار یکایک نظر آیااس ماہ کی طلعت سوں سورج دل میں در آیاjab vo mah ruḳhsār yakāyak nazar āyāus māh kī talat sūñ sūraj dil meñ dar āyā
- جگ ہے مشتاق پیو کے درشن کاکس کوں نیں احتیاج درپن کاjag hai mushtāq piyo ke darshan kākis kūñ naiñ ehtiyāj darpan kā
- حسن اس شمع رو کا ہے گل رنگکیوں نہ بلبل جلے مثال پتنگhusn is sham.a ro kā hai gul rangkyūñ na bulbul jale misāl-e-patang
- خرقہ پوشی میں خود نمائی ہےہاتھ بس کاسۂ گدائی ہےḳhirqa poshī meñ ḳhud numā.ī haihāth bas kāsa-e-gadā.ī hai
- درپن دیا ہوں دل کا میں اس دل ربا کے ہاتھدرپن میں وہ پیا ہے وہ درپن پیا کے ہاتھdarpan diyā hūñ dil kā maiñ is dil rubā ke hāthdarpan meñ vo piyā hai vo darpan piyā ke hāth
- دل بر کوں عتاب خوب ہے خوبعشاق کوں تاب خوب ہے خوبdil bar kūñ itāb ḳhūb hai ḳhūbushshāq kūñ tāb ḳhūb hai ḳhūb
- دل کوں دل دار کے نیاز کرےتن کوں آرام و سکھ سوں باز کرےdil kūñ dil dār ke niyāz karetan kūñ ārām-o-sukh sūñ bāz kare
- دل میں خیال یار ہے جاسوس کی نمطرکھتا ہوں اس کوں ننگ سوں ناموس کی نمطdil meñ ḳhayāl-e-yār hai jāsūs kī namatrakhtā hūñ is kūñ nang sūñ nāmūs kī namat
- دیکھ لٹکا سجن تیری لٹ کااس کی ہر مو بہ مو میں دل اٹکاdekh laṭkā sajan terī luṭ kāus kī har mū ba mū meñ dil aṭkā
- سینہ صافی سوں مثل درپن کرشمع فانوس دل کی روشن کرsīna sāfī sūñ misl-e-darpan karsham.a fānūs dil kī raushan kar
- عشق نے تجھ خال کے مجھ کوں خیالی کیادل کوں خیالات سوں غیر کے خالی کیاishq ne tujh ḳhāl ke mujh kūñ ḳhayālī kiyādil kūñ ḳhayālāt sūñ ġhair ke ḳhālī kiyā
- فریاد صدائے نفس آواز جرس ہےکیا قافلۂ عمر کوں چلنے کا ہوس ہےfariyād sadā-e-nafas āvāz-e-jaras haikyā qāfila-e-umr kūñ chalne kā havas hai
- گلشن جگ میں ذرا رنگ محبت نیں ہےبلبل دل کوں کسی ساتھ اب الفت نیں ہےgulshan-e-jag meñ zarā rang-e-mohabbat naiñ haibulbul-e-dil kūñ kisī sāth ab ulfat naiñ hai
- لے دام نگاہ یار آیاکرنے کوں مجھے شکار آیاle dām nigāh-e-yār āyākarne kūñ mujhe shikār āyā
- مجھ ساتھ سیر باغ کوں اے نوبہار چلبلبل ہے انتظار میں اے گل عذار چلmujh sāth sair-e-bāġh kūñ ai naubahār chalbulbul hai intizār meñ ai gul izār chal
- مرا احوال چشم یار سوں پوچھحقیقت درد کی بیمار سوں پوچھmirā ahvāl chashm-e-yār sūñ pūchhhaqīqat dard kī bīmār sūñ pūchh
- مست ہوں مست ہوں خراب خرابساقیا ساقیا شراب شرابmast hūñ mast hūñ ḳharāb ḳharābsāqiyā sāqiyā sharāb sharāb
- نگاہ یار سوں حاصل ہے مجھ کوں مے نوشیلب خموش نے بخشا ہے اس کے خاموشیnigāh-e-yār sūñ hāsil hai mujh kūñ mai noshīlab-e-ḳhamosh ne baḳhshā hai us ke ḳhāmoshī