
Poet
Dagh Dehlvi
داغ دہلوی1831–1905Born in DelhiDied in Hyderabad, Deccan
Nawab Mirza Khan, who wrote as Dagh, belonged to the Delhi school of the Urdu ghazal. He grew up in the Red Fort as a stepson of the Mughal heir Mirza Fakhru and learned poetry from Zauq. After leaving Delhi he spent twenty-four years at the court of Rampur, and from 1891 was court poet and tutor to the sixth Nizam of Hyderabad. His divans include Gulzar-e-Dagh and Aftab-e-Dagh.
Writes about
- Love
- Romance
- Urdu idiom
Poems
- وصل کی آرزو کئے نہ بنینہ بنی جستجو کئے نہ بنیvasl kī ārzū kiye na banīna banī justujū kiye na banī
- وہ اس ادا سے وہاں جا کے شرمسار آیارقیب پر مجھے بے اختیار پیار آیاvo is adā se vahāñ jā ke sharmsār āyāraqīb par mujhe be iḳhtiyār pyār āyā
- وہ جو بولیں تو بات جاتی ہےچپ رہوں میں تو رات جاتی ہےvo jo boleñ to bāt jātī haichup rahoñ maiñ to rāt jātī hai
- وہ زمانہ نظر نہیں آتاکچھ ٹھکانا نظر نہیں آتاvo zamāna nazar nahīñ ātākuchh ṭhikānā nazar nahīñ ātā
- ہاتھ نکلے اپنے دونوں کام کےدل کو تھاما ان کا دامن تھام کےhāth nikle apne donoñ kām kedil ko thāmā un kā dāman thām ke
- ہم اپنے ہی سر لیں گے مصیبت ہو کسی کیآئے گی اسی جان پہ آفت ہو کسی کیham apne hī sar leñge musībat ho kisī kīā.egī usī jān pe āfat ho kisī kī
- ہوا جب سامنا اس خوب رو سےاڑا ہے رنگ گل کا پہلے بو سےhavā jab sāmnā is ḳhūb rū seuṛā hai rang-e-gul kā pahle bū se
- ہوا جو ان کی خاموشی سے کچھ ملال مجھےجواب دینے لگی طاقت سوال مجھےhavā jo un kī ḳhāmoshī se kuchh malāl mujhejavāb dene lagī tāqat-e-savāl mujhe
- ہوش آتے ہی حسینوں کو قیامت آئیآنکھ میں فتنہ گری دل میں شرارت آئیhosh āte hī hasīnoñ ko qayāmat ā.īānkh meñ fitna girī dil meñ sharārat ā.ī
- ہیں بہت سے عاشق دلگیر جمعتیرے ترکش میں ہیں کتنے تیر جمعhaiñ bahut se āshiq-e-dilgīr jam.atere tarkash meñ haiñ kitne tīr jam.a
- ہے طرفہ تماشہ سر بازار محبتسر بیچتے پھرتے ہیں خریدار محبتhai turfa tamāsha sar-e-bāzār-e-mohabbatsar bechte phirte haiñ ḳharīdār mohabbat
- یوں برس پڑتے ہیں کیا ایسے وفاداروں پررکھ لیا تو نے تو عشاق کو تلواروں پرyūñ baras paṛte haiñ kyā aise vafādāroñ parrakh liyā tū ne to ushshāq ko talvāroñ par
- یوں وہ پیغام سے تو آئے گاغیر کے نام سے تو آئے گاyūñ vo paiġhām se to ā.egāġhair ke nām se to ā.egā
- یہ بات بات میں کیا نازکی نکلتی ہےدبی دبی ترے لب سے ہنسی نکلتی ہےye bāt bāt meñ kyā nāzukī nikaltī haidabī dabī tire lab se hañsī nikaltī hai
- یہ جو ہے حکم مرے پاس نہ آئے کوئیاس لیے روٹھ رہے ہیں کہ منائے کوئیye jo hai hukm mire pās na ā.e koīis liye rūṭh rahe haiñ ke manā.e koī
- پند نامہ
- اے فلک چاہیئے جی بھر کے نظارہ ہم کوجا کے آنا نہیں دنیا میں دوبارہ ہم کوai falak chāhiye jī bhar ke nazāra ham kojā ke ānā nahīñ duniyā meñ dobāra ham ko
- بت کو بت اور خدا کو جو خدا کہتے ہیںہم بھی دیکھیں تو اسے دیکھ کے کیا کہتے ہیںbut ko but aur ḳhudā ko jo ḳhudā kahte haiñham bhī dekheñ to use dekh ke kyā kahte haiñ
- برسوں آنکھوں میں رہے آنکھوں سے پھر کر دل میں آئےراہ سیدھی تھی مگر پہنچے بڑے چکر سے آپbarsoñ ānkhoñ meñ rahe ānkhoñ se phir kar dil meñ ā.erāh sīdhī thī magar pahuñche baṛe chakkar se āp
- ذرا وصل پر ہو اشارہ تمہاراابھی فیصلہ ہے ہمارا تمہاراzarā vasl par ho ishāra tumhārāabhī faisla hai hamārā tumhārā
- ذکر میرا اگر آ جاتا ہےسن کے وہ صاف اڑا جاتا ہےzikr merā agar ā jātā haisun ke vo sāf uṛā jātā hai
- ستم ایجاد کے انداز ستم تو دیکھوامتحاں عشق و ہوس کا یہ نیا رکھا ہےsitam ījād ke andāz-e-sitam to dekhoimtihāñ ishq-o-havas kā ye nayā rakhā hai
- عرش و کرسی پہ کیا خدا ملتاآگے بڑھتے تو کچھ پتہ ملتاarsh-o-kursī pe kyā ḳhudā miltāāge baṛhte to kuchh pata miltā
- قول تیرا شوق میرا چاہیئےجھوٹ سچ کے واسطے کیا چاہیئےqaul terā shauq merā chāhiyejhūṭ sach ke vāste kyā chāhiye
- کر نہ لے اپنا ٹھکانہ دشمندوست نادان ہے دانا دشمنkar na le apnā ṭhikāna dushmandost nādān hai dānā dushman
- مطلب کی تم سنو تو ذرا کوئی کچھ کہےجب بے سنے خفا ہو تو کیا کوئی کچھ کہےmatlab kī tum suno to zarā koī kuchh kahejab be sune ḳhafā ho to kyā koī kuchh kahe
- نگاہ شوخ جب اس سے لڑی ہےتو بجلی تھرتھرا کر گر پڑی ہےnigāh-e-shoḳh jab us se laṛī haitū bijlī thartharā kar gir paṛī hai
- آؤ مل جاؤ کہ یہ وقت نہ پاؤ گے کبھیمیں بھی ہمراہ زمانہ کے بدل جاؤں گاā.o mil jā.o ke ye vaqt na pā.oge kabhīmaiñ bhī hamrāh zamāna ke badal jā.ūñgā
- آئنہ دیکھ کے کہتے ہیں سنورنے والےآج بے موت مریں گے مرے مرنے والےā.īna dekh ke kahte haiñ sañvarne vāleāj be maut mareñge mire marne vāle
- بات تک کرنی نہ آتی تھی تمہیںیہ ہمارے سامنے کی بات ہےbāt tak karnī na ātī thī tumheñye hamāre sāmne kī bāt hai
- بڑا مزہ ہو جو محشر میں ہم کریں شکوہوہ منتوں سے کہیں چپ رہو خدا کے لیےbaṛā maza ho jo mahshar meñ ham kareñ shikvavo minnatoñ se kahīñ chup raho ḳhudā ke liye
- تم کو چاہا تو خطا کیا ہے بتا دو مجھ کودوسرا کوئی تو اپنا سا دکھا دو مجھ کوtum ko chāhā to ḳhatā kyā hai batā do mujh kodūsrā koī to apnā sā dikhā do mujh ko
- تمہارا دل مرے دل کے برابر ہو نہیں سکتاوہ شیشہ ہو نہیں سکتا یہ پتھر ہو نہیں سکتاtumhārā dil mire dil ke barābar ho nahīñ saktāvo shīsha ho nahīñ saktā ye patthar ho nahīñ saktā
- چپ چاپ سنتی رہتی ہے پہروں شب فراقتصویر یار کو ہے مری گفتگو پسندchup chāp suntī rahtī hai pahroñ shab firāqtasvīr-e-yār ko hai mirī guftugū pasand
- حضرت داغ جہاں بیٹھ گئے بیٹھ گئےاور ہوں گے تری محفل سے ابھرنے والےhazrat-e-dāġh jahāñ baiṭh ga.e baiṭh ga.eaur hoñge tirī mahfil se ubharne vāle
- خبر سن کر مرے مرنے کی وہ بولے رقیبوں سےخدا بخشے بہت سی خوبیاں تھیں مرنے والے میںḳhabar sun kar mire marne kī vo bole raqīboñ seḳhudā baḳhshe bahut sī ḳhūbiyāñ thīñ marne vāle meñ
- دل دے تو اس مزاج کا پروردگار دےجو رنج کی گھڑی بھی خوشی سے گزار دےdil de to is mizāj kā parvardigār dejo ranj kī ghaṛī bhī ḳhushī se guzār de
- ساتھ شوخی کے کچھ حجاب بھی ہےاس ادا کا کہیں جواب بھی ہےsāth shoḳhī ke kuchh hijāb bhī haiis adā kā kahīñ javāb bhī hai
- ساقیا تشنگی کی تاب نہیںزہر دے دے اگر شراب نہیںsāqiyā tishnagī kī tāb nahīñzahr de de agar sharāb nahīñ
- شب وصال ہے گل کر دو ان چراغوں کوخوشی کی بزم میں کیا کام جلنے والوں کاshab-e-visāl hai gul kar do in charāġhoñ koḳhushī kī bazm meñ kyā kām jalne vāloñ kā
- عاشقی سے ملے گا اے زاہدبندگی سے خدا نہیں ملتاāshiqī se milegā ai zāhidbandagī se ḳhudā nahīñ miltā
- عرض احوال کو گلا سمجھےکیا کہا میں نے آپ کیا سمجھےarz-e-ahvāl ko gilā samjhekyā kahā maiñ ne āp kyā samjhe
- کل تک تو آشنا تھے مگر آج غیر ہودو دن میں یہ مزاج ہے آگے کی خیر ہوkal tak to āshnā the magar āj ġhair hodo din meñ ye mizāj hai āge kī ḳhair ho
- کوئی نام و نشاں پوچھے تو اے قاصد بتا دیناتخلص داغؔ ہے وہ عاشقوں کے دل میں رہتے ہیںkoī nām-o-nishāñ pūchhe to ai qāsid batā denātaḳhallus dāġh hai vo āshiqoñ ke dil meñ rahte haiñ
- کہنے دیتی نہیں کچھ منہ سے محبت میریلب پہ رہ جاتی ہے آ آ کے شکایت میریkahne detī nahīñ kuchh muñh se mohabbat merīlab pe rah jātī hai ā ā ke shikāyat merī
- لپٹ جاتے ہیں وہ بجلی کے ڈر سےالٰہی یہ گھٹا دو دن تو برسےlipaṭ jāte haiñ vo bijlī ke ḍar seilāhī ye ghaṭā do din to barse
- ہاتھ رکھ کر جو وہ پوچھے دل بیتاب کا حالہو بھی آرام تو کہہ دوں مجھے آرام نہیںhāth rakh kar jo vo pūchhe dil-e-betāb kā hālho bhī ārām to kah dūñ mujhe ārām nahīñ
- ہزاروں کام محبت میں ہیں مزے کے داغؔجو لوگ کچھ نہیں کرتے کمال کرتے ہیںhazāroñ kām-e-mohabbat meñ haiñ maze ke dāġhjo log kuchh nahīñ karte kamāl karte haiñ
- ہمیں ہے شوق کہ بے پردہ تم کو دیکھیں گےتمہیں ہے شرم تو آنکھوں پہ ہاتھ دھر لیناhameñ hai shauq ke be parda tum ko dekheñgetumheñ hai sharm to ānkhoñ pe hāth dhar lenā
- یوں بھی ہزاروں لاکھوں میں تم انتخاب ہوپورا کرو سوال تو پھر لا جواب ہوyūñ bhī hazāroñ lākhoñ meñ tum intiḳhāb hopūrā karo savāl to phir lā javāb ho