Poet
D. Raj Kanwal
b. 1923
Poems
- انسان نہیں وہ جو گنہ گار نہیں ہیںوہ کون سا گلشن ہے جہاں خار نہیں ہیںinsān nahīñ vo jo gunah gār nahīñ haiñvo kaun sā gulshan hai jahāñ ḳhār nahīñ haiñ
- پھول جو صحن بیاباں میں جواں ہوتا ہےعظمت فصل بہاراں کا نشاں ہوتا ہےphūl jo sehn-e-bayābāñ meñ javāñ hotā haiazmat fasl-e-bahārāñ kā nishāñ hotā hai
- چھوڑ کر جنت جدھر بھی حضرت آدم گئےساتھ ساتھ ان کے ہزاروں کاروان غم گئےchhoṛ kar jannat jidhar bhī hazrat-e-ādam ga.esāth sāth un ke hazāroñ kārvān-e-ġham ga.e
- دنیا پتھر پھینک رہی ہے جھنجھلا کر فرزانوں پراب وہ کیا الزام دھرے گی ہم جیسے دیوانوں پرduniyā patthar pheñk rahī hai jhanjhlā kar farzānoñ parab vo kyā ilzām dharegī ham jaise dīvānoñ par
- دنیا میں دل لگا کے بہت سوچتے رہےکانٹوں کو گدگدا کے بہت سوچتے رہےduniyā meñ dil lagā ke bahut sochte rahekānṭoñ ko gudgudā ke bahut sochte rahe
- رات دو رات کا بسیرا ہےزندگی جوگیوں کا پھیرا ہےrāt do rāt kā baserā haizindagī jogiyoñ kā pherā hai
- کاندھوں پہ زندگی کی صلیبیں لئے ہوئےغم پھر رہے ہیں میرا پتہ پوچھتے ہوئےkāndhoñ pe zindagī kī salībeñ liye hueġham phir rahe haiñ merā pata pūchhte hue
- کسی نے با وفا سمجھا کسی نے بے وفا سمجھامجھے غیروں نے کیا سمجھا مجھے اپنوں نے کیا سمجھاkisī ne bā vafā samjhā kisī ne be vafā samjhāmujhe ġhairoñ ne kyā samjhā mujhe apnoñ ne kyā samjhā
- کھلتی ہے چاندنی جہاں وہ کوئی بام اور ہےدل کو جہاں سکوں ملے وہ تو مقام اور ہےkhultī hai chāndnī jahāñ vo koī bām aur haidil ko jahāñ sukūñ mile vo to maqām aur hai
- لوگ جن کو آج تک بار گراں سمجھا کئےہم انہیں لمحوں کو عمر جاوداں سمجھا کئےlog jin ko āj tak bār-e-girāñ samjhā kiyeham unheñ lamhoñ ko umr-e-jāvedāñ samjhā kiye
- نظروں کے گرد یوں تو کوئی دائرہ نہ تھااپنے سوائے کچھ بھی مگر سوجھتا نہ تھاnazroñ ke gard yūñ to koī dā.ira na thāapne sivā.e kuchh bhī magar sūjhtā na thā
- نفس نفس میں نہاں اضطراب ہوتا ہےبلا کی چیز یہ دور شباب ہوتا ہےnafas nafas meñ nihāñ iztirāb hotā haibalā kī chīz ye daur-e-shabāb hotā hai
- نور ہی نور ہے ظلمات کے آئینے میںرقص کرتی ہے سحر رات کے آئینے میںnūr hī nūr hai zulmāt ke ā.īne meñraqs kartī hai sahar rāt ke ā.īne meñ
- وفا جس کی ہستی میں شامل نہیں ہےوہ دل ہی محبت کے قابل نہیں ہےvafā jis kī hastī meñ shāmil nahīñ haivo dil hī mohabbat ke qābil nahīñ hai
- ہم کو چھیڑا تو مچل جائیں گے ارماں کی طرحہم پریشاں ہیں تری زلف پریشاں کی طرحham ko chheṛā to machal jā.eñge armāñ kī tarahham pareshāñ haiñ tirī zulf-e-pareshāñ kī tarah
- ہوش میں آتا ہے انساں ٹھوکریں کھانے کے بعددن نکلتا ہے اندھیری رات ڈھل جانے کے بعدhosh meñ ātā hai insāñ ṭhokareñ khāne ke ba.addin nikaltā hai andherī rāt ḍhal jāne ke ba.ad
- یوں ہی جلائے چلو دوستو بھرم کے چراغکہ رہ نہ جائیں کہیں بجھ کے یہ الم کے چراغyūñ hī jalā.e chalo dosto bharam ke charāġhke rah na jā.eñ kahīñ bujh ke ye alam ke charāġh