Poet
Charagh Sharma
b. 1998
Poems
- اب یہ گل گلنار کب ہے خار ہے بیکار ہےآپ نے جب کہہ دیا بیکار ہے بیکار ہےab ye gul gulnār kab hai ḳhār hai bekār haiāp ne jab kah diyā bekār hai bekār hai
- اڑتے ہیں گرتے ہیں پھر سے اڑتے ہیںاڑنے والے اڑتے اڑتے اڑتے ہیںuṛte haiñ girte haiñ phir se uṛte haiñuṛne vāle uṛte uṛte uṛte haiñ
- اوروں کی پیاس اور ہے اور اس کی پیاس اورکہتا ہے ہر گلاس پہ بس اک گلاس اورauroñ kī pyās aur hai aur us kī pyās aurkahtā hai har gilās pe bas ik gilās aur
- تتلی سے دوستی نہ گلابوں کا شوق ہےمیری طرح اسے بھی کتابوں کا شوق ہےtitlī se dostī na gulāboñ kā shauq haimerī tarah use bhī kitāboñ kā shauq hai
- تمہارا کیا ہے تمہیں صرف گیان دینا ہےہماری سوچو ہمیں امتحان دینا ہےtumhārā kyā hai tumheñ sirf giyān denā haihamārī socho hameñ imtihān denā hai
- تھک جاتا ہوں روز کے آنے جانے میںمیرا بستر لگوا دو میخانے میںthak jātā hūñ roz ke āne jāne meñmerā bistar lagvā do maiḳhāne meñ
- چمن میں کون ببولوں کی ڈال کھینچتا ہےیہاں جو آتا ہے پھولوں کے گال کھینچتا ہےchaman meñ kaun babūloñ kī ḍāl khīñchtā haiyahāñ jo ātā hai phūloñ ke gāl khīñchtā hai
- عموماً ہم اکیلے بیٹھتے ہیںوہ بیٹھا ہے تو چلئے بیٹھتے ہیںumūman ham akele baiṭhte haiñvo baiṭhā hai to chaliye baiṭhte haiñ
- کچھ اس طرح دل سے عشق اس کا نکالنا ہےبغیر گلک کو توڑے سکہ نکالنا ہےkuchh is tarah dil se ishq us kā nikālnā haibaġhair galak ko toṛe sikka nikālnā hai
- محاذ جنگ سے پہلے کہیں پڑاؤ بناؤندی پہ باندھ بنانے سے پہلے ناؤ بناؤmahāz-e-jang se pahle kahīñ paṛā.o banā.onadī pe bāñdh banāne se pahle nā.o banā.o
- وہ صرف قصے کہانیوں کے معاملے تھے چراغ رکھ دےچراغ گھسنے سے کوئی جن ون نہیں نکلتے چراغ رکھ دےvo sirf qisse kahāniyoñ ke mu.āmle the charāġh rakh decharāġh ghisne se koī jin van nahīñ nikalte charāġh rakh de
- وہ ہنس کے دیکھتی ہوتی تو اس سے بات کرتےکوئی امید بھی ہوتی تو اس سے بات کرتےvo hañs ke dekhtī hotī to us se bāt kartekoī ummīd bhī hotī to us se bāt karte
- ہمارا عشق بھی یارانے کی کگار پہ تھاجب اس نے پیار کہا تھا زور یار پہ تھاhamārā ishq bhī yārāne kī kagār pe thājab us ne pyār kahā thā zor yār pe thā