Poet
Charagh Sharma
b. 1998
Poems
- اب کے ملی شکست مری اور سے مجھےجتوا دیا گیا کسی کمزور سے مجھےab ke milī shikast mirī aur se mujhejitvā diyā gayā kisī kamzor se mujhe
- تمہیں یہ غم ہے کہ اب چٹھیاں نہیں آتیںہماری سوچو ہمیں ہچکیاں نہیں آتیںtumheñ ye ġham hai ke ab chiṭṭhiyāñ nahīñ ātīñhamārī socho hameñ hichkiyāñ nahīñ ātīñ
- خطائیں اس لئے کرتا ہوں میں کہ جانتا ہوںسزا مجھے ہی ملے گی خطا کروں نہ کروںḳhatā.eñ is liye kartā hūñ maiñ ke jāntā hūñsazā mujhe hī milegī ḳhatā karūñ na karūñ
- کوئی خط وت نہیں پھاڑا کوئی تحفہ نہیں توڑاکہ وہ دیکھے تو خود سوچے کہ دل توڑا نہیں توڑاkoī ḳhat vat nahīñ phāṛā koī tohfa nahīñ toṛāke vo dekhe to ḳhud soche ke dil toṛā nahīñ toṛā
- میرؔ جی عشق مانا کہ نعمت نہیں پر میں اس کو بلا بھی نہیں مانتامانتا ہوں خدائے سخن بھی تمہیں اور حکم خدا بھی نہیں مانتاmīr jī ishq mānā ke nemat nahīñ par maiñ us ko balā bhī nahīñ māntāmāntā hūñ ḳhudā-e-suḳhan bhī tumheñ aur hukm-e-ḳhudā bhī nahīñ māntā
- میں نے قبول کر لیا چپ چاپ وہ گلابجو شاخ دے رہی تھی تری اور سے مجھےmaiñ ne qubūl kar liyā chup chāp vo gulābjo shāḳh de rahī thī tirī aur se mujhe
- وہ شانت بیٹھا ہے کب سے میں شور کیوں نہ کروںبس ایک بار وہ کہہ دے کہ چپ تو چوں نہ کروںvo shānt baiṭhā hai kab se maiñ shor kyūñ na karūñbas ek bār vo kah de ke chup to chūñ na karūñ
- ہاتھ بھر دوری پہ ہے قسمت کی چابی آپ کیایک چھوٹا سا قدم اور کامیابی آپ کیhāth bhar dūrī pe hai qismat kī chābī āp kīek chhoṭā sā qadam aur kāmyābī āp kī