Poet
Badiuzzaman Khawar
1938–1990
Poems
- آگ ہی کاش لگ گئی ہوتیدو گھڑی کو تو روشنی ہوتیāg hī kāsh lag ga.ī hotīdo ghaṛī ko to raushnī hotī
- ایک پری کی زلفوں میں یوں پھنسا ہوا ہے چاندہم کو لگتا ہے بادل میں چھپا ہوا ہے چاندek parī kī zulfoñ meñ yūñ phañsā huā hai chāndham ko lagtā hai bādal meñ chhupā huā hai chānd
- بھاگتے سورج کو پیچھے چھوڑ کر جائیں گے ہمشام کے ہوتے ہی واپس اپنے گھر جائیں گے ہمbhāgte sūraj ko pīchhe chhoṛ kar jā.eñge hamshām ke hote hī vāpas apne ghar jā.eñge ham
- جس طرف جاؤ گے اک شور سنائی دے گاکہیں لیکن کوئی چہرہ نہ دکھائی دے گاjis taraf jā.oge ik shor sunā.ī degākahīñ lekin koī chehra na dikhā.ī degā
- جسے بھی دیکھیے پیاسا دکھائی دیتا ہےکوئی مقام ہو صحرا دکھائی دیتا ہےjise bhī dekhiye pyāsā dikhā.ī detā haikoī maqām ho sahrā dikhā.ī detā hai
- جلے ہیں دل نہ چراغوں نے روشنی کی ہےوہ شب پرستوں نے محفل میں تیرگی کی ہےjale haiñ dil na charāġhoñ ne raushnī kī haivo shab parastoñ ne mahfil meñ tīrgī kī hai
- روشنی ہی روشنی ہے شہر میںپھر بھی گویا تیرگی ہے شہر میںraushnī hī raushnī hai shahr meñphir bhī goyā tīrgī hai shahr meñ
- سورج بھی سر پہ ہو تو اسے سائباں کہیںاب دشت ہی کو آؤ ہم اپنا مکاں کہیںsūraj bhī sar pe ho to use sā.ibāñ kahīñab dasht hī ko ā.o ham apnā makāñ kahīñ
- کب بیاباں راہ میں آیا یہ سمجھا ہی نہیںچلتے رہنے کے سوا دھیان اور کچھ تھا ہی نہیںkab bayābāñ rāh meñ āyā ye samjhā hī nahīñchalte rahne ke sivā dhyān aur kuchh thā hī nahīñ
- کس لیے دشت میں گھر کوئی بنایا جائےپاس کیا ہے جو فصیلوں میں چھپایا جائےkis liye dasht meñ ghar koī banāyā jā.epās kyā hai jo fasīloñ meñ chhupāyā jā.e
- کھڑا تھا کون کہاں کچھ پتا چلا ہی نہیںمیں راستے میں کسی موڑ پر رکا ہی نہیںkhaṛā thā kaun kahāñ kuchh patā chalā hī nahīñmaiñ rāste meñ kisī moṛ par rukā hī nahīñ
- مجھے مٹاتا رہا ہے یہ آسمان بہتمگر زمیں پہ ہیں اب بھی مرے نشان بہتmujhe miṭātā rahā hai ye āsmān bahutmagar zamīñ pe haiñ ab bhī mire nishān bahut
- محسوس ہو رہا ہے جو غم میری ذات کاسچ پوچھیے تو درد ہے وہ کائنات کاmahsūs ho rahā hai jo ġham merī zāt kāsach pūchhiye to dard hai vo kā.ināt kā
- میرے مکاں سے کاش یہ منظر دکھائی دےہریالیوں کے بیچ ترا گھر دکھائی دےmere makāñ se kāsh ye manzar dikhā.ī dehariyāliyoñ ke bīch tirā ghar dikhā.ī de
- میں جو دنیا کی کہانی میں نہ کھویا ہوتامیرے خامے نے مسلسل مجھے لکھا ہوتاmaiñ jo duniyā kī kahānī meñ na khoyā hotāmere ḳhāme ne musalsal mujhe likhā hotā
- ہے بہت مشکل نکلنا شہر کے بازار میںجب سے جکڑا ہوں میں کمرے کے در و دیوار میںhai bahut mushkil nikalnā shahr ke bāzār meñjab se jakṛā hūñ maiñ kamre ke dar-o-dīvār meñ