Poet
امداد امام اثر
Poems
- اپنی جاں بازی کا جس دم امتحاں ہو جائے گاخنجر سفاک پر جوہر عیاں ہو جائے گاapnī jāñ bāzī kā jis dam imtihāñ ho jā.egāḳhanjar-e-saffāk par jauhar ayāñ ho jā.egā
- اپنے در سے جو اٹھاتے ہیں ہمیںخاک میں آپ ملاتے ہیں ہمیںapne dar se jo uṭhāte haiñ hameñḳhāk meñ āp milāte haiñ hameñ
- اس بت بے مثال کا پہلوہے خدا سے وصال کا پہلوus but-e-be misāl kā pahlūhai ḳhudā se visāl kā pahlū
- بہے ساتھ اشک کے لخت جگر تکنہ کی اس نے مری جانب نظر تکbahe sāth ashk ke laḳht-e-jigar takna kī us ne mirī jānib nazar tak
- ٹھکانا ہے کہیں جائیں کہاں ناچار بیٹھے ہیںاجازت جب نہیں در کی پس دیوار بیٹھے ہیںṭhikānā hai kahīñ jā.eñ kahāñ nāchār baiṭhe haiñijāzat jab nahīñ dar kī pas-e-dīvār baiṭhe haiñ
- جفائیں ہوتی ہیں گھٹتا ہے دم ایسا بھی ہوتا ہےمگر ہم پر جو ہے تیرا ستم ایسا بھی ہوتا ہےjafā.eñ hotī haiñ ghaṭṭā hai dam aisā bhī hotā haimagar ham par jo hai terā sitam aisā bhī hotā hai
- جھوٹے وعدوں پر تمہاری جائیں کیاجانتے ہیں تم کو دھوکا کھائیں کیاjhūṭe va.adoñ par tumhārī jā.eñ kyājānte haiñ tum ko dhokā khā.eñ kyā
- حسن کی جنس خریدار لیے پھرتی ہےساتھ بازار کا بازار لیے پھرتی ہےhusn kī jins-e-ḳharīdār liye phirtī haisāth bāzār kā bāzār liye phirtī hai
- دل سنگ نہیں ہے کہ ستم گر نہ بھر آتاکرتے نہ اگر ضبط تو منہ تک جگر آتاdil sang nahīñ hai ke sitam gar na bhar ātākarte na agar zabt to muñh tak jigar ātā
- دل سے کیا پوچھتا ہے زلف گرہ گیر سے پوچھاپنے دیوانے کا احوال تو زنجیر سے پوچھdil se kyā pūchhtā hai zulf-e-girah gīr se pūchhapne dīvāne kā ahvāl to zanjīr se pūchh
- روتے ہیں سن کے کہانی میریکاش سنتے وہ زبانی میریrote haiñ sun ke kahānī merīkāsh sunte vo zabānī merī
- زبان حال سے ہم شکوۂ بیداد کرتے ہیںدہان زخم قاتل دم بدم فریاد کرتے ہیںzabān-e-hāl se ham shikva-e-bedād karte haiñdahān-e-zaḳhm-e-qātil dam badam fariyād karte haiñ
- سولی چڑھے جو یار کے قد پر فدا نہ ہوپھانسی چڑھے جو قیدی زلف رسا نہ ہوsūlī chaṛhe jo yār ke qad par fidā na hophānsī chaṛhe jo qaidī-e-zulf-e-rasā na ho
- شراب خون جگر ہے ہم کو شراب ہم لے کے کیا کریں گےگزک کی جا ہے دل برشتہ کباب ہم لے کے کیا کریں گےsharāb ḳhūn-e-jigar hai ham ko sharāb ham le ke kyā kareñgegazak kī jā hai dil birishta kabāb ham le ke kyā kareñge
- شیخ کے حال پر تأسف ہےشکل روزی کی اک تصوف ہےshaiḳh ke hāl par tasaf haishakl rozī kī ik tasavvuf hai
- صبح دم روتی جو تیری بزم سے جاتی ہے شمعصاف میرے سوز غم کا رنگ دکھلاتی ہے شمعsub.h dam rotī jo terī bazm se jātī hai sham.asāf mere soz-e-ġham kā rang dikhlātī hai sham.a
- غم نہیں مجھ کو جو وقت امتحاں مارا گیاخوش ہوں تیرے ہاتھ سے اے جان جاں مارا گیاġham nahīñ mujh ko jo vaqt-e-imtihāñ mārā gayāḳhush hūñ tere hāth se ai jān-e-jāñ mārā gayā
- قید تن سے روح ہے ناشاد کیاچند روزہ عمر کی میعاد کیاqaid tan se rūh hai nāshād kyāchand roza umr kī mī.ād kyā
- کب غیر ہوا محو تری جلوہ گری کاتو پوچھ مرے دل سے مزہ بے خبری کاkab ġhair huā mahv tirī jalva girī kātū pūchh mire dil se maza be ḳhabarī kā
- کسی کا دل کو رہا انتظار ساری راتفلک کو دیکھا کئے بار بار ساری راتkisī kā dil ko rahā intizār sārī rātfalak ko dekhā kiye bār bār sārī rāt
- محفل میں اس پہ رات جو تو مہرباں نہ تھاایسا سبک تھا غیر کہ کچھ بھی گراں نہ تھاmahfil meñ us pe rāt jo tū mehrbāñ na thāaisā subuk thā ġhair ke kuchh bhī girāñ na thā
- میرے سر میں جو رات چکر تھااس کے زانو پہ غیر کا سر تھاmere sar meñ jo rāt chakkar thāus ke zānū pe ġhair kā sar thā
- یوں ہی الجھی رہنے دو کیوں آفت سر پر لاتے ہودل کی الجھن بڑھتی ہے جب زلفوں کو سلجھاتے ہوyūñ hī uljhī rahne do kyūñ āfat sar par lāte hodil kī uljhan baṛhtī hai jab zulfoñ ko sulajhite ho