Poet
اختر انصاری اکبرآبادی
Poems
- جام لا جام کہ آلام سے جی ڈرتا ہےاثر گردش ایام سے جی ڈرتا ہےjām-e-lā jām ke ālām se jī ḍartā haiasar-e-gardish-e-ayyām se jī ḍartā hai
- دور تک روشنی ہے غور سے دیکھموت بھی زندگی ہے غور سے دیکھdūr tak raushnī hai ġhaur se dekhmaut bhī zindagī hai ġhaur se dekh
- رہبر طبل و نشاں اور ذرا تیز قدمہاں مرے عزم جواں اور ذرا تیز قدمrahbar tabal-o-nishāñ aur zarā tez qadamhāñ mire azm-e-javāñ aur zarā tez qadam
- رہنے دے یہ طنز کے نشتر اہل جنوں بے باک نہیںکون ہے اپنے ہوش میں ظالم کس کا گریباں چاک نہیںrahne de ye tanz ke nashtar ahl-e-junūñ be bāk nahīñkaun hai apne hosh meñ zālim kis kā garebāñ chāk nahīñ
- زبان بند رہی دل کا مدعا نہ کہامگر نگاہ نے اس انجمن میں کیا نہ کہاzabān band rahī dil kā mudda.ā na kahāmagar nigāh ne is anjuman meñ kyā na kahā
- زندگی ہوگی مری اے غم دوراں اک روزمیں سنواروں گا تری زلف پریشاں اک روزzindagī hogī mirī ai ġham-e-daurāñ ik rozmaiñ sañvārūñgā tirī zulf-e-pareshāñ ik roz
- سہارا دے نہیں سکتے شکستہ پاؤں کوہٹاؤ راہ محبت سے رہنماؤں کوsahārā de nahīñ sakte shikasta pā.oñ kohaṭā.o rāh-e-mohabbat se rahnumā.oñ ko
- شاعرو حد قدامت سے نکل کر دیکھوداستانوں کے اب عنوان بدل کر دیکھوshāyaro had-e-qadāmat se nikal kar dekhodāstānoñ ke ab unvān badal kar dekho
- شراب آئے تو کیف و اثر کی بات کروپیو تو بزم میں فکر و نظر کی بات کروsharāb ā.e to kaif-o-asar kī bāt karopiyo to bazm meñ fikr-o-nazar kī bāt karo
- ظلم سہتے رہے شکر کرتے رہے آئی لب تک نہ یہ داستاں آج تکمجھ کو حیرت رہی انجمن میں تری کیوں ہیں خاموش اہل زباں آج تکzulm sahte rahe shukr karte rahe ā.ī lab tak na ye dāstāñ āj takmujh ko hairat rahī anjuman meñ tirī kyūñ haiñ ḳhāmosh ahl-e-zabāñ āj tak
- فسردہ ہو کے میخانے سے نکلےیہاں بھی اپنے بیگانے سے نکلےfasurda ho ke maiḳhāne se nikleyahāñ bhī apne begāne se nikle
- کوشش پیہم کو سعیٔ رائیگاں کہتے رہوہم چلے اب تم ہماری داستاں کہتے رہوkoshish-e-paiham ko sa.ī-e-rā.īgāñ kahte rahoham chale ab tum hamārī dāstāñ kahte raho
- کون سنتا ہے صرف ذات کی باتلب پہ ہے میرے کائنات کی باتkaun suntā hai sirf zāt kī bātlab pe hai mere kā.ināt kī bāt
- کیفیت کیا تھی یہاں عالم غم سے پہلےکون آیا تھا تری بزم میں ہم سے پہلےkaifiyat kyā thī yahāñ ālam ġham se pahlekaun āyā thā tirī bazm meñ ham se pahle
- لٹاؤ جان تو بنتی ہے بات کس نے کہایہ بزم عشق میں راز حیات کس نے کہاluṭā.o jān to bantī hai bāt kis ne kahāye bazm-e-ishq meñ rāz-e-hayāt kis ne kahā
- ندیم باغ میں جوش نمو کی بات نہ کربہار آ تو گئی رنگ و بو کی بات نہ کرnadīm bāġh meñ josh-e-numū kī bāt na karbahār ā to ga.ī rang-o-bū kī bāt na kar
- نظر سے صفحۂ عالم پہ خونیں داستاں لکھیےقلم سے کیا حکایات زمین و آسماں لکھیےnazar se safha-e-ālam pe ḳhūnīñ dāstāñ likhiyeqalam se kyā hikāyāt-e-zamīn-o-āsmāñ likhiye
- نہ جانے قافلے پوشیدہ کس غبار میں ہیںکہ منزلوں کے چراغ اب تک انتظار میں ہیںna jāne qāfile poshīda kis ġhubār meñ haiñke manziloñ ke charāġh ab tak intizār meñ haiñ
- نہ را ابتدا سمجھو نہ راز انتہا سمجھونظر والوں تمہیں کرنا ہے اب دنیا میں کیا سمجھوna rā ibtidā samjho na rāz intihā samjhonazar vāloñ tumheñ karnā hai ab duniyā meñ kyā samjho
- نہیں آسان ترک عشق کرنا دل سے غم جانابہت دشوار ہے چڑھتے ہوئے طوفاں کا تھم جاناnahīñ āsān tark-e-ishq karnā dil se ġham jānābahut dushvār hai chaṛhte hue tūfāñ kā tham jānā
- ہر لمحہ عطا کرتا ہے پیمانہ سا اک شخصآنکھوں میں لیے بیٹھا ہے مے خانہ سا اک شخصhar lamha atā kartā hai paimāna sā ik shaḳhsānkhoñ meñ liye baiṭhā hai mai ḳhāna sā ik shaḳhs
- یاروں کے اخلاص سے پہلے دل کا مرے یہ حال نہ تھااب وہ چکناچور پڑا ہے جس شیشے میں بال نہ تھاyāroñ ke iḳhlās se pahle dil kā mire ye hāl na thāab vo chuknāchūr paṛā hai jis shīshe meñ bāl na thā
- یوں بدلتی ہے کہیں برق و شرر کی صورتقابل دید ہوئی ہے گل تر کی صورتyūñ badaltī hai kahīñ barq-o-sharar kī sūratqābil-e-dīd huī hai gul-e-tar kī sūrat
- یہ رنگ و کیف کہاں تھا شباب سے پہلےنظر کچھ اور تھی موج شراب سے پہلےye rang-o-kaif kahāñ thā shabāb se pahlenazar kuchh aur thī mauj-e-sharāb se pahle
- یہ محبت کی جوانی کا سماں ہے کہ نہیںاب مرے زیر قدم کاہکشاں ہے کہ نہیںye mohabbat kī javānī kā samāñ hai ke nahīñab mire zer-e-qadam kāhkashāñ hai ke nahīñ
- زمین و اہل زمیں کے بنانے والے سنترا یہ ڈھنگ ہے کتنا عجیب اور نیاراzamīn-o-ahl-e-zamīñ ke banāne vāle suntirā ye ḍhang hai kitnā ajīb aur nayārā