Poet
Aamir Azher
b. 1989
Poems
- اس مسافت میں کتنے در گزرےتیری منزل سے ہم کدھر گزرےis masāfat meñ kitne dar guzreterī manzil se ham kidhar guzre
- بدن اتار کے کپڑے بدل رہا ہے کوئینئی سرشت پہن کر نکل رہا ہے کوئیbadan utār ke kapṛe badal rahā hai koīna.ī sarisht pahan kar nikal rahā hai koī
- بڑے دن سے ہرے ہیں پات یہاںکوئی ٹکتی نہیں ہے بات یہاںbaṛe din se hare haiñ pāt yahāñkoī ṭiktī nahīñ hai bāt yahāñ
- بہت مشکل کی خواہش کو کبھی آساں نہیں دیکھانیا انساں بنانے میں کوئی انساں نہیں دیکھاbahut mushkil kī ḳhvāhish ko kabhī āsāñ nahīñ dekhānayā insāñ banāne meñ koī insāñ nahīñ dekhā
- پڑھ لے گا کوئی رات کی روئی ہوئی آنکھیںہر سمت ہیں آرام سے سوئی ہوئی آنکھیںpaṛh legā koī rāt kī roī huī ānkheñhar samt haiñ ārām se soī huī ānkheñ
- ٹھہرا نہ کچھ یہاں پہ جو آیا وہ بک گیابازار میں بس ایک خریدار ٹک گیاṭhahrā na kuchh yahāñ pe jo āyā vo bik gayābāzār meñ bas ek ḳharīdār ṭuk gayā
- درد دل ہے نہ فلسفہ مرے پاسدال روٹی کا مسئلہ مرے پاسdard-e-dil hai na falsafa mire pāsdāl roṭī kā masala mire pās
- دسترس چھن جائے گی اور نقش پا کھو جائیں گےہم وہاں پر بیٹھے بیٹھے ریت کے ہو جائیں گےdastaras chhin jā.egī aur naqsh-e-pā kho jā.eñgeham vahāñ par baiṭhe baiṭhe ret ke ho jā.eñge
- دیکھو یہ اس کا دیکھنا دیکھے سے آئے گااور پھر جو دیکھ لو گے تو دیکھا نہ جائے گاdekho ye us kā dekhnā dekhe se ā.egāaur phir jo dekh loge to dekhā na jā.egā
- ستاروں کی گنتی ہے ہم جانتے ہیںابھی رات باقی ہے ہم جانتے ہیںsitāroñ kī gintī hai ham jānte haiñabhī rāt bāqī hai ham jānte haiñ
- کب سے آدھا ہے ماہتاب مراپورا ہوتا نہیں ہے خواب مراkab se ādhā hai māhtāb mirāpūrā hotā nahīñ hai ḳhvāb mirā
- کچھ بھی نہیں رہا ہے عہد وفا کہ تھادلی جو شہر دل تھا جو کچھ بھی تھا کہ تھاkuchh bhī nahīñ rahā hai ahd-e-vafā ke thādillī jo shahr-e-dil thā jo kuchh bhī thā ke thā
- کیا کسی رابطے میں رکھا ہےہم نے دل راستے میں رکھا ہےkyā kisī rābte meñ rakhā haiham ne dil rāste meñ rakhā hai
- گزرے ہوئے وقتوں کا نشاں تھا تو کہاں تھاہم سے جو نہاں ہے وہ عیاں تھا تو کہاں تھاguzre hue vaqtoñ kā nishāñ thā to kahāñ thāham se jo nihāñ hai vo ayāñ thā to kahāñ thā
- میں رہا عمر بھر یہیں کا رہامیں کناروں پہ بھی زمیں کا رہاmaiñ rahā umr bhar yahīñ kā rahāmaiñ kināroñ pe bhī zamīñ kā rahā
- ناروا ثبت کیا کن کا اشارہ کر کےدیکھنا ہے یہ تماشا بھی دوبارہ کر کےnāravā sabt kiyā kin kā ishāra kar kedekhnā hai ye tamāshā bhī dobāra kar ke
- ناز پر یہ گداز کیسے ہےتو حقیقت مجاز کیسے ہےnāz par ye gudāz kaise haitū haqīqat majāz kaise hai
- ہم پہ لازم تھا پہنچنا سو یہاں تک پہنچےشوق رکتا ہی نہیں چاہے جہاں تک پہنچےham pe lāzim thā pahuñchnā so yahāñ tak pahuñcheshauq ruktā hī nahīñ chāhe jahāñ tak pahuñche