Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zaheen Bikaneri

b. 1979

Poems

Meter
  1. tirā qusūr nahīñ dost be vafā honāmire nasīb meñ likhā thā ġham zada honā
  2. tū dīvāna hai to nādān hai kyājunūn-e-ishq se anjān hai kyā
  3. jāne kis daur kī sazā hūñ maiñibtidā hūñ ke intihā hūñ maiñ
  4. jab ānkhoñ meñ ḳhvāb suhāne rahte haiñik ik pal meñ ka.ī zamāne rahte haiñ
  5. dard-e-dil kā sivā nahīñ hotāab vo mujh se ḳhafā nahīñ hotā
  6. zamīn-e-dil pe sabhī āsmān chhoṛ gayāvo ik yaqīn thā lekin gumān chhoṛ gayā
  7. sukūn-e-qalb hai dhaṛkan kī intihā hai ġhazalvaqār-e-zīst hai sānsoñ kā silsila hai ġhazal
  8. mirī har bāt kā iqrār kar kegayā vo zindagī dushvār kar ke
  9. mahakte phūl jo har sū nazar meñ rakhtā haivo shaḳhs apnī udāsī ko ghar meñ rakhtā hai
  10. har bandhan ko mār ke ṭhokar ā.ī haiterī ḳhushbū mere andar ā.ī hai