Poet
Yasir Rampuri
b. 1996
Poems
- تڑپ ایسی کہ بس دن رات آہیں بھرتے جاتے ہیںتمہارے عشق میں بے موت عاشق مرتے جاتے ہیںtaṛap aisī ke bas din rāt āheñ bharte jāte haiñtumhāre ishq meñ be maut āshiq marte jāte haiñ
- جینے کی تھی جو دل میں تمنا وہ مر گئیتم کیا گئے کہ عشق کی دنیا بکھر گئیjīne kī thī jo dil meñ tamannā vo mar ga.ītum kyā ga.e ke ishq kī duniyā bikhar ga.ī
- روئے روشن کی تاب نے مارااک نکھرتے گلاب نے ماراrū-e-raushan kī tāb ne mārāik nikharte gulāb ne mārā
- زہے قسمت کہ قاصد یار کا لے کر پیام آیامگر افسوس صد افسوس وقت اختتام آیاzahe qismat ke qāsid yār kā le kar payām āyāmagar afsos sad afsos vaqt-e-iḳhtitām āyā
- سرخ رخسار حسیں ہونٹ غزالی آنکھیںچاند چہرے پہ قیامت ہیں یہ کالی آنکھیںsurḳh ruḳhsār hasīñ honṭ ġhazālī ānkheñchānd chehre pe qayāmat haiñ ye kālī ānkheñ
- شراب نوشی ہے دن رات شغل بادہ ہےتباہ کرنے کا خود کو مرا ارادہ ہےsharāb noshī hai din rāt shaġhl-e-bāda haitabāh karne kā ḳhud ko mirā irāda hai
- کچھ اس ادا سے یار نے جوڑے کو بل دیادم بھر کو دو جہان کا نقشہ بدل دیاkuchh is adā se yār ne joṛe ko bal diyādam bhar ko do jahān kā naqsha badal diyā
- مرضئ یار پہ ہر ایک خوشی وار چلےجو کچھ اپنا تھا وہ سب عشق میں ہم ہار چلےmarzī-e-yār pe har ek ḳhushī vār chalejo kuchh apnā thā vo sab ishq meñ ham hār chale
- نہ ہوگا سوز دل شاید کسی صورت بھی کم میرامجھے آزاد کر اب زندگی گھٹتا ہے دم میراna hogā soz-e-dil shāyad kisī sūrat bhī kam merāmujhe āzād kar ab zindagī ghaṭṭā hai dam merā