Poet
Vali Madni
Poems
- بنا کر خود کو جس نے اک بھلا انسان رکھا ہےسکون قلب کا اپنے لئے سامان رکھا ہےbanā kar ḳhud ko jis ne ik bhalā insān rakhā haisukūn-e-qalb kā apne liye sāmān rakhā hai
- بہت ٹوٹا ہوں لیکن حوصلہ زندہ بہت کچھ ہےمرے اندر ابھی ایثار کا جذبہ بہت کچھ ہےbahut ṭūṭā hūñ lekin hausla zinda bahut kuchh haimire andar abhī īsār kā jazba bahut kuchh hai
- پھیلا نہ یوں خلوص کی چادر مرے لئےکل تک تھا تیرے ہاتھ میں پتھر مرے لئےphailā na yūñ ḳhulūs kī chādar mire liyekal tak thā tere hāth meñ patthar mire liye
- دل پیار کے رشتوں سے مکر بھی نہیں جاتاشاکی ہے مگر چھوڑ کے در بھی نہیں جاتاdil pyār ke rishtoñ se makar bhī nahīñ jātāshākī hai magar chhoṛ ke dar bhī nahīñ jātā
- سینے کے داغ ان کو دکھائے نہ جا سکےمجھ سے فسانے غم کے سنائے نہ جا سکےsīne ke dāġh un ko dikhā.e na jā sakemujh se fasāne ġham ke sunā.e na jā sake
- فصیل ریگ پر اتنا بھروسہ کر لیا تم نےچھتیں بھی ڈال دیں اور وا دریچہ کر لیا تم نےfasīl-e-reg par itnā bharosa kar liyā tum nechhateñ bhī ḍāl deñ aur vā darīcha kar liyā tum ne
- ہوائے شوخ کی آخر فسوں کاری یہ کیسی ہےاذیت دے کے ٹل جاتی ہے دل داری یہ کیسی ہےhavā-e-shoḳh kī āḳhir fusūñ kārī ye kaisī haiaziyyat de ke ṭal jātī hai dil dārī ye kaisī hai
- چپکے چپکے خزاں آ گئی باغ میںپیڑ پودوں پہ زردی چھڑکنے لگیchupke chupke ḳhizāñ ā ga.ī bāġh meñpeṛ paudoñ pe zardī chhiṛakne lagī
- لوگ حیراں ہیںکیوں چھوڑ کے شاخ گل کوlog hairāñ haiñkyūñ chhoṛ ke shāḳh-e-gul ko
- تمام ذی روح گرمیوں سے تڑپ رہے تھےبرس رہا تھا عجیب تشنہ لبی کا موسمtamām zī rūh garmiyoñ se taṛap rahe thebaras rahā thā ajīb tishna labī kā mausam
- میں ہوںویرانے میںmaiñ hūñvīrāne meñ