Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vali Madni

Poems

  1. banā kar ḳhud ko jis ne ik bhalā insān rakhā haisukūn-e-qalb kā apne liye sāmān rakhā hai
  2. bahut ṭūṭā hūñ lekin hausla zinda bahut kuchh haimire andar abhī īsār kā jazba bahut kuchh hai
  3. phailā na yūñ ḳhulūs kī chādar mire liyekal tak thā tere hāth meñ patthar mire liye
  4. dil pyār ke rishtoñ se makar bhī nahīñ jātāshākī hai magar chhoṛ ke dar bhī nahīñ jātā
  5. sīne ke dāġh un ko dikhā.e na jā sakemujh se fasāne ġham ke sunā.e na jā sake
  6. fasīl-e-reg par itnā bharosa kar liyā tum nechhateñ bhī ḍāl deñ aur vā darīcha kar liyā tum ne
  7. havā-e-shoḳh kī āḳhir fusūñ kārī ye kaisī haiaziyyat de ke ṭal jātī hai dil dārī ye kaisī hai