Poet
Urooj Qadri
Poems
- آپ کیا جانیں محبت کا تماشا کیا ہےشعلۂ عشق کسے کہتے ہیں سودا کیا ہےāp kyā jāneñ mohabbat kā tamāshā kyā haishola-e-ishq kise kahte haiñ saudā kyā hai
- آ گیا وقت کہ ہو دعوت عام اے ساقیبھیج دے چاروں طرف اپنا پیام اے ساقیā gayā vaqt ke ho da.avat-e-ām ai sāqībhej de chāroñ taraf apnā payām ai sāqī
- اس سینے کی وقعت ہی کیا ہے جس سینے میں تیرا نور نہیںاس کاسۂ سر کی کیا قیمت جو سنگ جنوں سے چور نہیںis sīne kī vaqat hī kyā hai jis sīne meñ terā nūr nahīñis kāsa-e-sar kī kyā qīmat jo sang junūñ se chūr nahīñ
- بنی ہوئی ہیں مرے دل کی ترجماں آنکھیںسنا رہی ہیں محبت کی داستاں آنکھیںbanī huī haiñ mire dil kī tarjumāñ ānkheñsunā rahī haiñ mohabbat kī dāstāñ ānkheñ
- بھری بزم میں گل فشاں اور بھی ہیںہمارے سوا نکتہ داں اور بھی ہیںbharī bazm meñ gul fishāñ aur bhī haiñhamāre sivā nukta dāñ aur bhī haiñ
- ترے دریدہ گریباں میں یہ رفو کیا ہےتجھے خبر نہیں مجنوں کی آبرو کیا ہےtire darīda garebāñ meñ ye rafū kyā haitujhe ḳhabar nahīñ majnūñ kī ābrū kyā hai
- تصورات کی دنیا بسا رہا ہوں میںترے خیال سے تسکین پا رہا ہوں میںtasavvurāt kī duniyā basā rahā hūñ maiñtire ḳhayāl se taskīn-e-pā rahā hūñ maiñ
- حیات ہے مرے دل کی کسی کی زندہ یاداسی سے ہے یہ درخشاں اسی سے ہے آبادhayāt hai mire dil kī kisī kī zinda yādusī se hai ye daraḳhshāñ usī se hai ābād
- دنیا سے بے شمار مسلماں گزر گئےحسن ازل پہ ششدر و حیراں گزر گئےduniyā se be shumār musalmāñ guzar ga.ehusn-e-azal pe shashdar-o-hairāñ guzar ga.e
- شہیدوں کا ترے شہرہ زمیں سے آسماں تک ہےفلک سے بلکہ آگے بڑھ کے تیرے آستاں تک ہےshahīdoñ kā tire shohra zamīñ se āsmāñ tak haifalak se balke āge baṛh ke tere āstāñ tak hai
- مری آرزو کی حدود میں یہ فلک نہیں یہ زمیں نہیںمجھے بزم قدس میں دے جگہ جو وہاں نہیں تو کہیں نہیںmirī ārzū kī hudūd meñ ye falak nahīñ ye zamīñ nahīñmujhe bazm-e-qudus meñ de jagah jo vahāñ nahīñ to kahīñ nahīñ
- میں بتاؤں عشق کیا ہے ایک پیہم اضطرابدھیمی دھیمی آنچ کہیے یا مسلسل التہابmaiñ batā.ūñ ishq kyā hai ek paiham iztirābdhīmī dhīmī ānch kahiye yā musalsal iltihāb
- نہ راہ رو ہیں اکٹھا نہ راہ داں پیداتو کیا زمین سے ہو جائے کارواں پیداna rāh ro haiñ ikaṭṭhā na rāh dāñ paidāto kyā zamīn se ho jā.e kārvāñ paidā
- وفا کر رہا ہوں جفا چاہتا ہوںخطا کر رہا ہوں سزا چاہتا ہوںvafā kar rahā hūñ jafā chāhtā hūñḳhatā kar rahā hūñ sazā chāhtā hūñ
- وفا کی راہ میں گل ہی نہیں ہے خار بھی ہےیہ جرم وہ ہے کہ پاداش اس کی دار بھی ہےvafā kī rāh meñ gul hī nahīñ hai ḳhār bhī haiye jurm vo hai ke pādāsh us kī dār bhī hai
- ہو جاتے ہیں جب اپنے مریضوں سے خفا اورکرتے ہیں وہ ایجاد ستم اور جفا اورho jāte haiñ jab apne marīzoñ se ḳhafā aurkarte haiñ vo ījād sitam aur jafā aur
- یہ عشق کی ہے راہ نہ یوں ڈگمگا کے چلہمت کو اپنی تول قدم کو جما کے چلye ishq kī hai rāh na yūñ ḍagmagā ke chalhimmat ko apnī tol qadam ko jamā ke chal
- یہ ہے کون سی حکایت یہ ہے کون سا ترانہنہ شکایت غم دل نہ حکایت زمانہye hai kaun sī hikāyat ye hai kaun sā tarānana shikāyat ġham-e-dil na hikāyat zamāna