Poet
Ubaid Najibabadi
b. 1998
Poems
- اتنا بڑا تو ہو مرا دالان کم سے کمدو چار دن تو رک سکیں مہمان کم سے کمitnā baṛā to ho mirā dālān kam se kamdo chār din to ruk sakeñ mehmān kam se kam
- اوڑھ کر جو برف کا کمبل گیاآگ سے وہ شخص کیسے جل گیاoṛh kar jo barf kā kambal gayāāg se vo shaḳhs kaise jal gayā
- تم سے کس نے کہہ دیا کہ خودکشی کے ساتھ ہیںہم تو جاناں زندگی بھر زندگی کے ساتھ ہیںtum se kis ne kah diyā ke ḳhudkushī ke sāth haiñham to jānāñ zindagī bhar zindagī ke sāth haiñ
- جنبش لب اور ہے سوز نہانی اور ہےاس سے جو کہنی تھی مجھ کو وہ کہانی اور ہےjumbish-e-lab aur hai soz-e-nihānī aur haius se jo kahnī thī mujh ko vo kahānī aur hai
- دشمنوں سے نہ سگے بھائی سے گھبراتے ہیںجو برے لوگ ہیں سچائی سے گھبراتے ہیںdushmanoñ se na sage bhā.ī se ghabrāte haiñjo bure log haiñ sachchā.ī se ghabrāte haiñ
- زخم کھلتے ہیں تو اک درد نہاں کھینچتا ہےایسا لگتا ہے کوئی جسم سے جاں کھینچتا ہےzaḳhm khulte haiñ to ik dard-e-nihāñ khīñchtā haiaisā lagtā hai koī jism se jāñ khīñchtā hai
- لوگ دریاؤں کی جھیلوں کی طرف دیکھتے ہیںہم مگر آپ کی آنکھوں کی طرف دیکھتے ہیںlog dariyā.oñ kī jhīloñ kī taraf dekhte haiñham magar āp kī ānkhoñ kī taraf dekhte haiñ
- نظر آتے ہیں وہ ہم کو خفا سےمرض اچھا نہ ہوگا یہ دوا سےnazar āte haiñ vo ham ko ḳhafā semaraz achchhā na hogā ye davā se
- نہ جانے کیا کہانی ہو رہی ہےپریشاں زندگانی ہو رہی ہےna jāne kyā kahānī ho rahī haipareshāñ zindagānī ho rahī hai
- ہم سے جب اپنوں نے جھگڑا کر لیاتھک کے تنہائی سے سایہ کر لیاham se jab apnoñ ne jhagṛā kar liyāthak ke tanhā.ī se sāya kar liyā