Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Sabiha Sumbul

Poems

Meter
  1. jab azm ke sholoñ ko himmat ne huā dī haitūfāñ ne hī sāhil kī tasvīr dikhā dī hai
  2. hasīn tāj kī sūrat ye be sadā patthardikhā rahe haiñ mohabbat kā mojiza patthar
  3. dil meñ un kī yādoñ ke jab diye jalāte haiñdāman-e-taḳhayyul par phūl muskurāte haiñ
  4. dil meñ zaḳhmoñ kī na.ī fasl ugāne nikledard ke phūl bayābāñ meñ khilāne nikle
  5. kis kī ye siyāsat hai kis kī haiñ ye tadbīreñrahzanoñ ne pā.ī haiñ rahbaroñ kī taqdīreñ
  6. kaun aisā hai yahāñ dil se mujhe yād karevaqt thoṛā sā mire vāste barbād kare
  7. guzre haiñ ham pe aise bhī lamhe kabhī kabhīdil ro paṛā hai sun ke latīfe kabhī kabhī
  8. mirī zindagī kī kitāb kā hai har ik varaq yūñ sajā huākahīñ ānsūoñ se likhā huā kahīñ shoḳhiyoñ se bharā huā
  9. maiñ bikhar na jā.ūñ varaq varaq mujhe tāq-e-dil meñ sajā.iyemirā harf harf hai be bahā mujhe is tarah na miṭā.iye
  10. ye mānā tum ho zamāne ke bā kamāloñ meñto ham bhī ḳhud ko samajhte haiñ be misāloñ meñ