Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Saa’in Alig

Poems

Meter
  1. achchhā hai kyā ḳhayāl bhī un ke ḳhayāl kābā.is vahī raheñ mire jī ke vabāl kā
  2. us ko ḳhalvat kā merī pās nahīñkaise kah dūñ ke jī udās nahīñ
  3. ai rab-e-kā.ināt mujhe le panāh meñbahtā hī jā rahā hūñ ḳhalīj-e-gunāh meñ
  4. bichhaṛ kar ab zarā āzār khīñchotum apne dil meñ ik dīvār khīñcho
  5. dil-e-dikhā.o na bārhā jānāñmuñh chhupā.o na bārhā jānāñ
  6. dekh ab to merā dushman bhī kahe kyā bāt haiab to mere pās ā kar pūchh le kyā bāt hai
  7. shab-e-firāq meñ bhī vasl sā surūr rahārahā na pās mire vo na mujh se dūr rahā
  8. kar kar ke qaid mujh ko vo sayyād rah gayāmaiñ thā asīr-e-ranj so āzād rah gayā
  9. lab pe ā.ī na mere jī kī bātbāt jab kī to kī usī kī bāt
  10. hosh thā yā koī ḳhumār rahādil ke betāb-o-be qarār rahā