Poet
رسا رامپوری
Poems
- آنے کو نظر میں مری سو فتنہ گر آئےتجھ سا نظر آیا ہے نہ تجھ سا نظر آئےāne ko nazar meñ mirī so fitna gar ā.etujh sā nazar āyā hai na tujh sā nazar ā.e
- آئینہ خود نمائی ان کو سکھا رہا ہےکیا قہر کر رہا ہے کیا ظلم ڈھا رہا ہےā.īna ḳhud numā.ī un ko sikhā rahā haikyā qahr kar rahā hai kyā zulm ḍhā rahā hai
- ان کی خلوت میں رساؔ بھی ہوگاکبھی یوں حکم خدا بھی ہوگاun kī ḳhalvat meñ rasā bhī hogākabhī yūñ hukm-e-ḳhudā bhī hogā
- پی کے کر لیتا ہوں توبہ جب سے یہ دستور ہےدل بھی روشن ہے مرا منہ پر بھی میرے نور ہےpī ke kar letā hūñ tauba jab se ye dastūr haidil bhī raushan hai mirā muñh par bhī mere nūr hai
- جی چاہا جدھر چھوڑ دیا تیر ادا کوچٹکی میں اڑائے ہوئے پھرتے ہیں قضا کوjī chāhā jidhar chhoṛ diyā tīr-e-adā kochuṭkī meñ uṛā.e hue phirte haiñ qazā ko
- دشمن کی بات جب تری محفل میں رہ گئیامید یاس بن کے مرے دل میں رہ گئیdushman kī bāt jab tirī mahfil meñ rah ga.īummīd yās ban ke mire dil meñ rah ga.ī
- دل میں کسی کو رکھو دل میں رہو کسی کےسیکھو ابھی سلیقے کچھ روز دلبری کےdil meñ kisī ko rakho dil meñ raho kisī kesīkho abhī salīqe kuchh roz dilbarī ke
- راس آیا ہے مجھے وحشت میں مر جانا مراوہ مجھے روئے یہ کہہ کر ہائے دیوانا مراrās āyā hai mujhe vahshat meñ mar jānā mirāvo mujhe roe ye kah kar hā.e dīvānā mirā
- رساؔ کو دل میں رکھتے ہیں رساؔ کے جاننے والےوفا کی قدر کرتے ہیں وفا کے جاننے والےrasā ko dil meñ rakhte haiñ rasā ke jānne vālevafā kī qadr karte haiñ vafā ke jānne vāle
- ساقی جو دئے جائے یہ کہہ کر کہ پئے جاتو میں بھی پئے جاؤں یہ کہہ کر کہ دیئے جاsāqī jo diye jā.e ye kah kar ke piye jāto maiñ bhī piye jā.ūñ ye kah kar ke diye jā
- نیچی نظروں سے نہ دیکھو سر محشر دیکھودادخواہوں کی طرف آنکھ اٹھا کر دیکھوnīchī nazroñ se na dekho sar-e-mahshar dekhodādḳhvāhoñ kī taraf ānkh uṭhā kar dekho
- وہ خوش کسی کے ساتھ ہیں ناخوش کسی کے ساتھہر آدمی کی بات ہے ہر آدمی کے ساتھvo ḳhush kisī ke sāth haiñ nāḳhūsh kisī ke sāthhar ādmī kī bāt hai har ādmī ke sāth