Poet
Qadr Oraizi
Poems
- اس پہ دھبہ نہ لگا نام کو رسوائی کاآج تک پاک ہے دامن مری بینائی کاus pe dhabba na lagā nām ko rusvā.ī kāāj tak pāk hai dāman mirī bīnā.ī kā
- تیغ جفا کو تیری نہیں امتحاں سے ربطمیری سبک سری کو ہے بار گراں سے ربطteġh-e-jafā ko terī nahīñ imtihāñ se rabtmerī subuk sirī ko hai bār-e-girāñ se rabt
- جو چشم شوق کی حالت سے آشکار نہ تھاوہ انتظار بہ عنوان انتظار نہ تھاjo chashm-e-shauq kī hālat se āshkār na thāvo intizār ba unvān-e-intizār na thā
- خاموش اس طرح سے نہ جل کر دھواں اٹھااے شمع کچھ تو بول کبھی تو زباں اٹھاḳhāmosh is tarah se na jal kar dhuāñ uṭhāai sham.a kuchh to bol kabhī to zabāñ uṭhā
- دست جنوں نے مجھ کو پریشاں بنا دیاجو چیز ہاتھ آئی گریباں بنا دیاdast-e-junūñ ne mujh ko pareshāñ banā diyājo chīz hāth ā.ī garebāñ banā diyā
- رنگ ظلم دست وحشت جب نمایاں ہو گیامنظر قوس قزح چاک گریباں ہو گیاrang zulm-e-dast-e-vahshat jab numāyāñ ho gayāmanzar qaus-e-quzah chāk-e-garebāñ ho gayā
- ضبط کر آہ بار بار نہ کرغم الفت کو شرمسار نہ کرzabt kar āh bār bār na karġham-e-ulfat ko sharmsār na kar
- کوہ غم سے کیا غرض فکر بتاں سے کیا غرضاے سبک روئی تجھے بار گراں سے کیا غرضkoh-e-ġham se kyā ġharaz fikr-e-butāñ se kyā ġharazai subuk roī tujhe bār-e-girāñ se kyā ġharaz
- کیوں خوش ہے اس کا خط جو ترے نام آ گیاکیا آسمان سے کوئی پیغام آ گیاkyūñ ḳhush hai us kā ḳhat jo tire nām ā gayākyā āsmān se koī paiġhām ā gayā
- مشکل ہے پتہ چلنا قصوں سے محبت کااندازہ مصیبت میں ہوتا ہے مصیبت کاmushkil hai pata chalnā qissoñ se mohabbat kāandāza musībat meñ hotā hai musībat kā
- وہ بظاہر کبھی عیاں نہ ہواپھر بھی مشتاق سے نہاں نہ ہواvo bazāhir kabhī ayāñ na huāphir bhī mushtāq se nihāñ na huā
- ہے عام ازل ہی سے فیضان محبت کاامکان مسلم ہے امکان محبت کاhai ām azal hī se faizān-e-mohabbat kāimkān musallam hai imkān mohabbat kā