Poet
Onkar Singh Vivek
b. 1965
Poems
- اگر کچھ سرگرانی دے رہی ہےخوشی بھی زندگانی دے رہی ہےagar kuchh sargirānī de rahī haiḳhushī bhī zindagānī de rahī hai
- جھگیوں کا حق دبانا آ گیاکوٹھیوں کو ظلم ڈھانا آ گیاjhuggiyoñ kā haq dabānā ā gayākoṭhiyoñ ko zulm ḍhānā ā gayā
- سبھی کے کام پر اس کی نظر ہےمگر انسان پھر بھی بے خبر ہےsabhī ke kām par us kī nazar haimagar insān phir bhī be ḳhabar hai
- عاجزی تو ہے نہیں گفتار میںکون پوچھے گا ہمیں دربار میںājizī to hai nahīñ guftār meñkaun pūchhegā hameñ darbār meñ
- کاش ایسا دیار آ جائےگلشنوں کی قطار آ جائےkāsh aisā dayār ā jā.egulshanoñ kī qatār ā jā.e
- کام کا بھی ٹھکانا نہیں ہےاور گھر میں بھی دانہ نہیں ہےkām kā bhī ṭhikānā nahīñ haiaur ghar meñ bhī dāna nahīñ hai
- کچھ میٹھا کچھ کھارا پن ہےکیا کیا سواد لیے جیون ہےkuchh mīṭhā kuchh khārā pan haikyā kyā savād liye jīvan hai
- کھلے سے چوک چوبارے نہیں ہیںنگر میں اب وہ نظارے نہیں ہیںkhule se chok chaubāre nahīñ haiñnagar meñ ab vo nazzāre nahīñ haiñ
- لطف کیا آئے گا شرافت میںآپ اب آ گئے سیاست میںlutf kyā ā.egā sharāfat meñāp ab ā ga.e siyāsat meñ
- محفل میں سب کو اپنا پرستار کر دیاشیریں زباں سے اس نے چمتکار کر دیاmahfil meñ sab ko apnā parastār kar diyāshīrīñ zabāñ se us ne chamatkār kar diyā
- منہ پر تو کتنا رس گھولا جاتا ہےپیچھے جانے کیا کیا بولا جاتا ہےmuñh par to kitnā ras gholā jātā haipīchhe jāne kyā kyā bolā jātā hai