Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Obaidullah Khan Mubtala

Poems

Meter
  1. ai bulbul-e-dil dauṛ ke jānāñ kūñ pahuñch tūñvīrāna-e-tan chhoṛ gulistāñ kūñ pahuñch tūñ
  2. ai javānāñ nau bahārāñ meñ qadah noshī karogul badan sāqī saitī har shab ham āġhoshī karo
  3. tujh but kā hūñ maiñ barahman kartār kī saugand haijaptā hūñ mālā yār kī zunnār kī saugand hai
  4. tujh chehra-e-gul rang naiñ ḳhūbāñ ko gulgūnī diyātere lab-e-yāqūt ne mujh dil kūñ par ḳhūnī diyā
  5. tirā bulbul hūñ tujh gul kī qasam haibira sūñ mast hūñ mil kī qasam hai
  6. husn ke ḍanke kī dhūm jag meñ paṛī jā ba jākyūñ na baje dil mane ishq kī naubat sadā
  7. ḳhūb hai āshiq sūñ mil rahnā sajanlāḍ os kā har ghaṛī sahnā sajan
  8. dilbar be bāk sūñ ḳhūb nahīñ bolnāshoḳh-e-sitam nāk sūñ ḳhūb nahīñ bolnā
  9. sad haif ke kamzor hai chashmān buṛhāpāsastī satī jumbish meñ hai dandān buṛhāpā
  10. fariyād ke vo shoḳh-e-sitam gār na āyāmujh qatl kūñ le hāth meñ talvār na āyā
  11. māh rū nikle hai nit ujlī tarahis sabab raushan hai dil putlī tarah
  12. mirā pyārā hai nā farmāñ hamesha aur pyāroñ meñnahīñ dekhā kisū ne lāla rū aisā hazāroñ meñ
  13. muñh kitābī terā bayāzī na.īñvo javābī hai etirāzī na.īñ
  14. nazar mat bavālhos par kar are chanchal sambhāl ankhiyāñke is bad fel sūñ khiñcheñgī āḳhir infi.āl ankhiyāñ