Poet
نہال سیوہاروی
Poems
- اک شخص جواں خاک بسر یاد تو ہوگاوہ اپنی نگاہوں کا اثر یاد تو ہوگاik shaḳhs javāñ ḳhāk basar yād to hogāvo apnī nigāhoñ kā asar yād to hogā
- بہار کا روپ بھی نگاہوں میں اک فریب بہار سا ہےحیات میں دل کشی نہیں ہے حیات میں انتشار سا ہےbahār kā rūp bhī nigāhoñ meñ ik fareb-e-bahār sā haihayāt meñ dil kashī nahīñ hai hayāt meñ intishār sā hai
- چارہ فرمائی دل رسم بتاں ہے تو سہیابھی کچھ مہر و محبت کا نشاں ہے تو سہیchāra farmā.ī dil-e-rasm-e-butāñ hai to sahīabhī kuchh mehr-o-mohabbat kā nishāñ hai to sahī
- دل نا مطمئن اندیشۂ برق تپاں میں ہےجو بے تابی قفس میں تھی وہی اب آشیاں میں ہےdil-e-nā mutma.in andesha-e-barq-e-tapāñ meñ haijo be tābī qafas meñ thī vahī ab āshiyāñ meñ hai
- رابطہ ہے مجھے شیشے سے نہ پیمانے سےپھر وہ کیا بات ہے منسوب ہوں مے خانے سےrābta hai mujhe shīshe se na paimāne sephir vo kyā bāt hai mansūb hūñ mai ḳhāne se
- زندگی زہر کا اک جام ہوئی جاتی ہےکیا سے کیا یہ مے گلفام ہوئی جاتی ہےzindagī zahr kā ik jām huī jātī haikiyā se kyā ye mai gulfām huī jātī hai
- گرمئ عشق کے بغیر لطف حیات رائیگاںعشق ہے زندگی کا روپ عشق سے زندگی جواںgarmī-e-ishq ke baġhair lutf-e-hayāt rā.īgāñishq hai zindagī kā rūp ishq se zindagī javāñ
- واہ فسون آب و گلدہر ہے اک رنگیں محفلvāh fusūn-e-āb-o-guldahr hai ik rangīñ mahfil
- ہوں کالبد خاک میں مہماں کوئی دن اورقسمت میں ہے پابندیٔ زنداں کوئی دن اورhūñ kālbad ḳhāk meñ mehmāñ koī din aurqismat meñ hai pābandī-e-zindāñ koī din aur
- اڑا لیے ہیں کچھ ارباب گلستاں نے تو کیاہزار شیوۂ نو ہیں مری فغاں کے لیےuṛā liye haiñ kuchh arbāb-e-gulsitāñ ne to kyāhazār sheva-e-nau haiñ mirī fuġhāñ ke liye
- جنوں تعلیم کچھ فرما رہا ہےخرد کا ساتھ چھوٹا جا رہا ہےjunūñ ta.alīm kuchh farmā rahā haiḳhirad kā sāth chhoṭā jā rahā hai
- عہد حاضر میں عیار صبح تو بدلا مگراے اندھیری رات تجھ کو بھی بدلنا چاہیئےahd-e-hāzir meñ ayyār-e-sub.h to badlā magarai andherī rāt tujh ko bhī badalnā chāhiye
- یہی بے لوث محبت یہی غم خوارئ خلقاور معراج کسے کہتے ہیں انسانوں کیyahī be los mohabbat yahī ġham ḳhvārī-e-ḳhalqaur merāj kise kahte haiñ insānoñ kī