Poet
نہال سیوہاروی
Poems
- اڑا لیے ہیں کچھ ارباب گلستاں نے تو کیاہزار شیوۂ نو ہیں مری فغاں کے لیےuṛā liye haiñ kuchh arbāb-e-gulsitāñ ne to kyāhazār sheva-e-nau haiñ mirī fuġhāñ ke liye
- جنوں تعلیم کچھ فرما رہا ہےخرد کا ساتھ چھوٹا جا رہا ہےjunūñ ta.alīm kuchh farmā rahā haiḳhirad kā sāth chhoṭā jā rahā hai
- عہد حاضر میں عیار صبح تو بدلا مگراے اندھیری رات تجھ کو بھی بدلنا چاہیئےahd-e-hāzir meñ ayyār-e-sub.h to badlā magarai andherī rāt tujh ko bhī badalnā chāhiye
- یہی بے لوث محبت یہی غم خوارئ خلقاور معراج کسے کہتے ہیں انسانوں کیyahī be los mohabbat yahī ġham ḳhvārī-e-ḳhalqaur merāj kise kahte haiñ insānoñ kī