Poet
Nazm Tabatabai
نظم طباطبائی1854–1933
Poems
- آ کے مجھ تک کشتیٔ مے ساقیا الٹی پھریآج کیا ندی بہی الٹی ہوا الٹی پھریā ke mujh tak kashtī-e-mai sāqiyā ulṭī phirīāj kyā naddī bahī ulṭī huā ulṭī phirī
- آ گیا پھر رمضاں کیا ہوگاہائے اے پیر مغاں کیا ہوگاā gayā phir ramzāñ kyā hogāhā.e ai pīr-e-muġhāñ kyā hogā
- احسان لے نہ ہمت مردانہ چھوڑ کررستہ بھی چل تو سبزۂ بیگانہ چھوڑ کرehsān le na himmat-e-mardāna chhoṛ karrasta bhī chal to sabza-e-begāna chhoṛ kar
- اڑا کر کاگ شیشہ سے مے گلگوں نکلتی ہےشرابی جمع ہیں مے خانہ میں ٹوپی اچھلتی ہےuṛā kar kāg shīsha se mai gulgūñ nikaltī haisharābī jam.a haiñ mai ḳhāna meñ ṭopī uchhaltī hai
- اس مہینہ بھر کہاں تھا ساقیا اچھی طرحآ ادھر آ عید تو مل لیں ذرا اچھی طرحis mahīna bhar kahāñ thā sāqiyā achchhī tarahā idhar ā e.id to mil leñ zarā achchhī tarah
- اس واسطے عدم کی منزل کو ڈھونڈتے ہیںمدت سے دوستوں کی محفل کو ڈھونڈتے ہیںis vāste adam kī manzil ko ḍhūñḍte haiñmuddat se dostoñ kī mahfil ko ḍhūñḍte haiñ
- بدعت مسنون ہو گئی ہےامت مطعون ہو گئی ہےbidat masnūn ho ga.ī haiummat matūn ho ga.ī hai
- پرسش جو ہوگی تجھ سے جلاد کیا کرے گالے خون میں نے بخشا تو یاد کیا کرے گاpursish jo hogī tujh se jallād kyā karegāle ḳhūn maiñ ne baḳhshā to yād kyā karegā
- پھری ہوئی مری آنکھیں ہیں تیغ زن کی طرفچلا ہے چھوڑ کے بسمل مجھے ہرن کی طرفphirī huī mirī ānkheñ haiñ teġh zan kī tarafchalā hai chhoṛ ke bismil mujhe hiran kī taraf
- تنہا نہیں ہوں گر دل دیوانہ ساتھ ہےوہ ہرزہ گرد ہوں کہ پری خانہ ساتھ ہےtanhā nahīñ hūñ gar dil-e-dīvāna sāth haivo harza gard hūñ ke parī ḳhāna sāth hai
- جنوں کے ولولے جب گھٹ گئے دل میں نہاں ہو کرتو اٹھے ہیں دھواں ہو کر گرے ہیں بجلیاں ہو کرjunūñ ke valvale jab ghuṭ ga.e dil meñ nihāñ ho kartū uṭhe haiñ dhuāñ ho kar gire haiñ bijliyāñ ho kar
- سبحہ ہے زنار کیوں کیسی کہیزاہد عیار کیوں کیسی کہیsub.ha hai zunnār kyūñ kaisī kahīzāhid-e-ayyār kyūñ kaisī kahī
- سنگ جفا کا غم نہیں دست طلب کا ڈر نہیںاپنا ہے اس پر آشیاں نخل جو بارور نہیںsang-e-jafā kā ġham nahīñ dast-e-talab kā ḍar nahīñapnā hai us par āshiyāñ naḳhl jo bārvar nahīñ
- عبث ہے ناز استغنا پہ کل کی کیا خبر کیا ہوخدا معلوم یہ سامان کیا ہو جائے سر کیا ہوabas hai nāz istiġhnā pe kal kī kyā ḳhabar kyā hoḳhudā ma.alūm ye sāmān kyā ho jā.e sar kyā ho
- کس لیے پھرتے ہیں یہ شمس و قمر دونوں ساتھکس کو یہ ڈھونڈتے ہیں برہنہ سر دونوں ساتھkis liye phirte haiñ ye shams-o-qamar donoñ sāthkis ko ye ḍhūñḍte haiñ barhana sar donoñ sāth
- کسی سے بس کہ امید کشود کار نہیںمجھے اجل کے بھی آنے کا اعتبار نہیںkisī se bas ke ummīd-e-kashūd-e-kār nahīñmujhe ajal ke bhī āne kā etibār nahīñ
- کوئی مے دے یا نہ دے ہم رند بے پروا ہیں آپساقیا اپنی بغل میں شیشۂ صہبا ہیں آپkoī mai de yā na de ham rind be parvā haiñ āpsāqiyā apnī baġhal meñ shīsha-e-sahbā haiñ āp
- کیا کاروان ہستی گزرا روا روی میںفردا کو میں نے دیکھا گرد و غبار دی میںkyā kārvān-e-hastī guzrā ravā ravī meñfardā ko maiñ ne dekhā gard-o-ġhubār dī maiñ
- کیا کہیں کس سے پیار کر بیٹھےاپنے دل کو فگار کر بیٹھےkyā kaheñ kis se pyār kar baiṭheapne dil ko figār kar baiṭhe
- مجھ کو سمجھو یادگار رفتگان لکھنؤہوں قد آدم غبار کاروان لکھنؤmujh ko samjho yādgār-e-raftagān-e-lakhna.ūhūñ qad-e-ādam ġhubār-e-kārvān-e-lakhna.ū
- ندامت ہے بنا کر اس چمن میں آشیاں مجھ کوملا ہمدم یہاں کوئی نہ کوئی ہم زباں مجھ کوnadāmat hai banā kar is chaman meñ āshiyāñ mujh komilā hamdam yahāñ koī na koī ham zabāñ mujh ko
- ہنسی میں وہ بات میں نے کہہ دی کہ رہ گئے آپ دنگ ہو کرچھپا ہوا تھا جو راز دل میں کھلا وہ چہرہ کا رنگ ہو کرhañsī meñ vo bāt maiñ ne kah dī ke rah ga.e āp dang ho karchhupā huā thā jo rāz-e-dil meñ khulā vo chehra kā rang ho kar
- یوں تو نہ تیرے جسم میں ہیں زینہار ہاتھدینے کے اے کریم مگر ہیں ہزار ہاتھyūñ to na tere jism meñ haiñ zīnhār hāthdene ke ai karīm magar haiñ hazār hāth
- یوں میں سیدھا گیا وحشت میں بیاباں کی طرفہاتھ جس طرح سے آتا ہے گریباں کی طرفyūñ maiñ sīdhā gayā vahshat meñ bayābāñ kī tarafhāth jis tarah se ātā hai garebāñ kī taraf
- یہ آہ بے اثر کیا ہو یہ نخل بے ثمر کیا ہونہ ہو جب درد ہی یا رب تو دل کیا ہو جگر کیا ہوye āh be asar kyā ho ye naḳhl-e-be samar kyā hona ho jab dard hī yā rab to dil kyā ho jigar kyā ho
- یہ ہوا مآل حباب کا جو ہوا میں بھر کے ابھر گیاکہ صدا ہے لطمۂ موج کی سر پر غرور کدھر گیاye huā maāl-e-habāb kā jo havā meñ bhar ke ubhar gayāke sadā hai latma-e-mauj kī sar par ġhurūr kidhar gayā
- گور غریباں
- شرکت محفل
- نزول وحی
- ساقی نامہ (نظم طباطبائی)
- جوش گل