Poet
Naji Shakir
ناجی شاکرPoems
- اے صبا کہہ بہار کی باتیںاس بت گل عذار کی باتیںai sabā kah bahār kī bāteñus but-e-gul izār kī bāteñ
- تیرے بھائی کو چاہا اب تیری کرتا ہوں پا بوسیمجھے سرتاج کر رکھ جان میں عاشق ہوں موروثیtere bhā.ī ko chāhā ab terī kartā hūñ pā bosīmujhe sartāj kar rakh jān meñ āshiq hūñ maurūsī
- دل کا کھوج نہ پایا ہرگز دیکھا کھول جو قبروں کوجیتے جی ڈھونڈے سو پاوے خبر کرو بے خبروں کوdil kā khoj na pāyā hargiz dekhā khol jo qabroñ kojīte jī ḍhūñḍe so pāve ḳhabar karo be ḳhabroñ ko
- دیکھ موہن تری کمر کی طرفپھر گیا مانی اپنے گھر کی طرفdekh mohan tirī kamar kī tarafphir gayā mānī apne ghar kī taraf
- دیکھی بہار ہم نے کل زور مے کدے میںہنسنے سیں اوس سجن کے تھا شور مے کدے میںdekhī bahār ham ne kal zor mai kade meñhañsne sīñ os sajan ke thā shor-e-mai kade meñ
- ذکر ہر صبح و شام ہے تیراورد عاشق کوں نام ہے تیراzikr har sub.h-o-shām hai terāvird-e-āshiq kūñ nām hai terā
- کمر کی بات سنتے ہیں یہ کچھ پائی نہیں جاتیکہے ہیں بات ایسی خیال میں میرے نہیں آتیkamar kī bāt sunte haiñ ye kuchh pā.ī nahīñ jātīkahe haiñ bāt aisī ḳhayāl meñ mere nahīñ ātī
- لب شیریں ہے مصری یوسف ثانی ہے یہ لڑکانہ چھوڑے گا میرا دل چاہ کنعانی ہے یہ لڑکاlab-e-shīrīñ hai misrī yūsuf-e-sānī hai ye laṛkāna chhoṛegā merā dil chāh-e-kanānī hai ye laṛkā
- مہ رخاں کی جو مہربانی ہےیہ مدد مجھ پہ آسمانی ہےmah ruḳhāñ kī jo mehrbānī haiye madad mujh pe āsmānī hai
- یہ دور گزرا کبھی نہ دیکھیں پیا کی انکھیاں خمار متیاںکہے تھے مردم شرابی ان کوں نکل گئیں اپنی دے غلطیاںye daur guzrā kabhī na dekheñ piyā kī ankhiyāñ ḳhumār matiyāñkahe the mardum sharābī un kūñ nikal ga.īñ apnī de ġhalatiyāñ