Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Maham Khan

b. 1995

Poems

Meter
  1. abhī is qissa-e-ġham ko na tum chheṛo na ham chheṛeñmarīz-e-ishq-e-be dam ko na tum chheṛo na ham chheṛeñ
  2. barf lahjoñ kī pighal jā.e to kuchh bāt kareñjaltī rassī se ye bal jā.e to kuchh bāt kareñ
  3. phir apnā dil jalānā paṛ rahā haike pichhlā ġham purānā paṛ rahā hai
  4. tum ye kahte ho maiñ likh dūñ ek pechīda kitābkis ne māñgā hai samundar se yūñ maujoñ kā hisāb
  5. tīr-e-ulfat abhī kamān meñ haivo mire dil nahīñ dhyān meñ hai
  6. nazar tum par paṛe to muskurānā bhūl jāte haiñham apnī dāstān-e-ġham sunānā bhūl jāte haiñ
  7. nigāh-e-yār kā mujh pe ḳhumār rahne doab un ke ishq kā mujh ko shikār rahne do
  8. nahīñ ḳhud par bhī qābū aur ḳhudā.ī chāhte haiñ hamvo ṭhahrā chānd aur us tak rasā.ī chāhte haiñ ham
  9. hameñ tujh se nahīñ ai zindagī karnā gila koīnahīñ denā thā tū ne gar jo karte bhī sila koī
  10. یہ جو صورت پہ تری غم سا ہے ٹھہرا ماہمؔایسا ہوتا ہے بھلا چاند کا چہرہ ماہمؔ