Poet
Madhavi Shankar
b. 1981
Poems
- آدھے ادھورے خواب رکھیں ہیں آنکھوں کی الماری میںجن کو ہم بھی بھول گئے تھے شاید دنیا داری میںādhe adhūre ḳhvāb rakheñ haiñ ānkhoñ kī almārī meñjin ko ham bhī bhūl ga.e the shāyad duniyā dārī meñ
- تمہارے بعد آنکھوں کی گلی میںکوئی آتا نہیں ویرانگی میںtumhāre ba.ad ānkhoñ kī galī meñkoī ātā nahīñ vīrānagī meñ
- جذبے تمام دل کے ہی اندر بکھر گئےاظہار کرنا چاہا تھا الفاظ مر گئےjazbe tamām dil ke hī andar bikhar ga.eiz.hār karnā chāhā thā alfāz mar ga.e
- جو شخص مجھ میں باقی ہے وہ مادھویؔ نہیںکچھ سال ہو چکے ہیں خبر آج کی نہیںjo shaḳhs mujh meñ bāqī hai vo mādhvī nahīñkuchh sāl ho chuke haiñ ḳhabar āj kī nahīñ
- چھپایا کوئی بھی غم تو چھلک گئیں آنکھیںیہ دل تو ہے مرے بس میں مگر نہیں آنکھیںchhupāyā koī bhī ġham to chhalak ga.īñ ānkheñye dil to hai mire bas meñ magar nahīñ ānkheñ
- دیوار و در کو اور بھی ویران کر گئےوہ سب بچھڑنے والے بچھڑ کر کدھر گئےdīvār-o-dar ko aur bhī vīrān kar ga.evo sab bichhaṛne vāle bichhaṛ kar kidhar ga.e
- مسائل سب اسی نے حل کئے ہیںہمیں جس شخص سے شکوے بڑے ہیںmasā.il sab usī ne hal kiye haiñhameñ jis shaḳhs se shikve baṛe haiñ
- میری باتوں میں چھپے سارے معنی سمجھےکوئی تو ہو جو مجھے میری زبانی سمجھےmerī bātoñ meñ chhupe sāre ma.anī samjhekoī to ho jo mujhe merī zabānī samjhe
- میرے نظریے سے جو سہی ہے وہ بات کہہ دوں تو میں غلط ہوںقبول کر لوں جو جیسا کہہ دے جو اپنی رکھوں تو میں غلط ہوںmere nazariyye se jo sahī hai vo bāt kah dūñ to maiñ ġhalat hūñqubūl kar lūñ jo jaisā kah de jo apnī rakhūñ to maiñ ġhalat hūñ
- ہم غم زدہ ہوئے تو تماشہ کہا گیاآنسو کو صرف پانی کا قطرہ کہا گیاham ġham zada hue to tamāsha kahā gayāānsū ko sirf pānī kā qatra kahā gayā
- یہ ہجر میری ذات پہ احسان ہی تو ہےیہ رونق حیات ترا دھیان ہی تو ہےye hijr merī zāt pe ehsān hī to haiye raunaq-e-hayāt tirā dhyān hī to hai