Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Lateef Nazi

b. 1930

Poems

Meter
  1. ā ke mahfil meñ tirī ġham se kinārā na huāmujh sā duniyā meñ koī dard kā mārā na huā
  2. asīroñ kā ajab kuchh hāl ye sayyād karte haiñkabhī dil shād karte haiñ kabhī nāshād karte haiñ
  3. un se jab bhī kalām hotā haidil ko dil se payām hotā hai
  4. tumhāre āne se kuchh na pūchho hameñ na.ī zindagī milegīqarār-e-dil ko jigar ko rāhat nigāh ko raushnī milegī
  5. ḳhabar bhī hai mohabbat ke parastāroñ pe kyā guzrīkoī hai pūchhne vālā ke bīmāroñ pe kyā guzrī
  6. dost milte rahe manzil pe guzar hone takkoī sāthī na rahā ḳhatm-e-safar hone tak
  7. ġham jānāñ ayāñ na ho jā.ezindagī rā.īgāñ na ho jā.e
  8. kiyā shab-e-ġham mirī basar na huītum na ā.e to kyā sahar na huī
  9. kyūñ ho ḳhāmosh mājrā kyā haikuchh batā.o tumheñ huā kyā hai
  10. hijr kī rāt hai vīrāna hai tanhā.ī haidil lagāne kī ajab ham ne sazā pā.ī hai