Poet
Lateef Nazi
b. 1930
Poems
- آ کے محفل میں تری غم سے کنارا نہ ہوامجھ سا دنیا میں کوئی درد کا مارا نہ ہواā ke mahfil meñ tirī ġham se kinārā na huāmujh sā duniyā meñ koī dard kā mārā na huā
- اسیروں کا عجب کچھ حال یہ صیاد کرتے ہیںکبھی دل شاد کرتے ہیں کبھی ناشاد کرتے ہیںasīroñ kā ajab kuchh hāl ye sayyād karte haiñkabhī dil shād karte haiñ kabhī nāshād karte haiñ
- ان سے جب بھی کلام ہوتا ہےدل کو دل سے پیام ہوتا ہےun se jab bhī kalām hotā haidil ko dil se payām hotā hai
- تمہارے آنے سے کچھ نہ پوچھو ہمیں نئی زندگی ملے گیقرار دل کو جگر کو راحت نگاہ کو روشنی ملے گیtumhāre āne se kuchh na pūchho hameñ na.ī zindagī milegīqarār-e-dil ko jigar ko rāhat nigāh ko raushnī milegī
- خبر بھی ہے محبت کے پرستاروں پہ کیا گزریکوئی ہے پوچھنے والا کہ بیماروں پہ کیا گزریḳhabar bhī hai mohabbat ke parastāroñ pe kyā guzrīkoī hai pūchhne vālā ke bīmāroñ pe kyā guzrī
- دوست ملتے رہے منزل پہ گزر ہونے تککوئی ساتھی نہ رہا ختم سفر ہونے تکdost milte rahe manzil pe guzar hone takkoī sāthī na rahā ḳhatm-e-safar hone tak
- غم جاناں عیاں نہ ہو جائےزندگی رائیگاں نہ ہو جائےġham jānāñ ayāñ na ho jā.ezindagī rā.īgāñ na ho jā.e
- کیا شب غم مری بسر نہ ہوئیتم نہ آئے تو کیا سحر نہ ہوئیkiyā shab-e-ġham mirī basar na huītum na ā.e to kyā sahar na huī
- کیوں ہو خاموش ماجرا کیا ہےکچھ بتاؤ تمہیں ہوا کیا ہےkyūñ ho ḳhāmosh mājrā kyā haikuchh batā.o tumheñ huā kyā hai
- ہجر کی رات ہے ویرانہ ہے تنہائی ہےدل لگانے کی عجب ہم نے سزا پائی ہےhijr kī rāt hai vīrāna hai tanhā.ī haidil lagāne kī ajab ham ne sazā pā.ī hai