Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Laiq Aajiz

Poems

Meter
  1. us husn-e-be niyāz ke kuchh martabe the aurmerī udās rātoñ ke bujhte diye the aur
  2. ek duniyā banā ga.ī miṭṭījis ghaṛī rūh pā ga.ī miṭṭī
  3. bādshāhī ho ke daryūza girī kā mausambhūltā hī nahīñ vo ham safarī kā mausam
  4. tark-e-jām-o-subū na kar pā.eis liye ham vuzū na kar pā.e
  5. jab se mirī taqdīr kā ḍūbā sūrajus roz se ab tak nahīñ dekhā sūraj
  6. dushmanoñ ko dost bhā.ī ko sitam gar kah diyālog kyūñ bar.ham haiñ kyā shīshe ko patthar kah diyā
  7. zamāna ḍhūñḍ rahā thā kidhar gayā pānīkisī kā hukm huā to ṭhahar gayā pānī
  8. sajā rahegā andheroñ se hī khanḍar merāik ek kar ke huā ḳhatm ab safar merā
  9. sabā ye bārgah-e-husn meñ ḳhabar karnāuse to chāhiye zarroñ ko bhī qamar karnā
  10. tanz ke tīr mirī samt chillāte kyūñ hotum agar dost ho to dil ko dikhāte kyūñ ho
  11. mujh meñ is meñ hijāb thā na rahāpahle jo iztirāb thā na rahā
  12. mujhe to jo bhī milā hai azāb kī sūratmirī hayāt hai ik tishna ḳhvāb kī sūrat