Poet
Kaif Moradaabadi
1907–1976
Poems
- اب سوچتا ہوں جاؤں تو جاؤں کدھر کو میںاے کاش چھوڑتا نہ تری رہ گزر کو میںab sochtā hūñ jā.ūñ to jā.ūñ kidhar ko maiñai kāsh chhoṛtā na tirī rah guzar ko maiñ
- اہل دل جو بھی بات کہتے ہیںکوئی راز حیات کہتے ہیںahl-e-dil jo bhī bāt kahte haiñkoī rāz-e-hayāt kahte haiñ
- ایک اک لمحہ گزارا جا رہا ہے ہوش میںاے زہے قسمت جو ہیں طوفان کی آغوش میںek ik lamha guzārā jā rahā hai hosh meñai zahe qismat jo haiñ tūfān kī āġhosh meñ
- اے جنون بندگیٔ شوق یہ کیا کر دیاان کے دھوکے میں نہ جانے کس کو سجدہ کر دیاai junūn-e-bandagī-e-shauq ye kyā kar diyāun ke dhoke meñ na jāne kis ko sajda kar diyā
- بڑھے چلو کہ زمانے کو یہ دکھانا ہےجہاں ہمارے قدم ہیں وہیں زمانہ ہےbaṛhe chalo ke zamāne ko ye dikhānā haijahāñ hamāre qadam haiñ vahīñ zamāna hai
- بقا کی فکر کرو خود ہی زندگی کے لئےزمانہ کچھ نہیں کرتا کبھی کسی کے لئےbaqā kī fikr karo ḳhud hī zindagī ke liyezamāna kuchh nahīñ kartā kabhī kisī ke liye
- جلوے ہوں روبرو تو تماشا کرے کوئیجب کچھ نظر نہ آئے تو پھر کیا کرے کوئیjalve hūñ rūbarū to tamāshā kare koījab kuchh nazar na ā.e to phir kyā kare koī
- جنون شوق کا حاصل نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھےکہاں دونوں کی ہے منزل نہ تم سمجھے نہ ہم سمجھےjunūn-e-shauq kā hāsil na tum samjhe na ham samjhekahāñ donoñ kī hai manzil na tum samjhe na ham samjhe
- جنون عشق کسی کو بھی یوں نہ راس آئےوہ میرے پاس تو آئے مگر اداس آئےjunūn-e-ishq kisī ko bhī yūñ na rās ā.evo mere pās to ā.e magar udās ā.e
- جنون عشق یہ کیا رنگ محفل ہے جہاں میں ہوںجو عالم ہے مرا ہی عالم دل ہے جہاں میں ہوںjunūn-e-ishq ye kyā rang-e-mahfil hai jahāñ meñ hūñjo ālam hai mirā hī ālam-e-dil hai jahāñ meñ hūñ
- جو اٹھی تھی میری طرف کبھی دل معتبر کی تلاش میںمیری ساری عمر گزر گئی اسی اک نظر کی تلاش میںjo uṭhī thī merī taraf kabhī dil motabar kī talāsh meñmerī sārī umr guzar ga.ī isī ik nazar kī talāsh meñ
- چمن والوں سے برق بے اماں کچھ اور کہتی ہےمگر میری تو شاخ آشیاں کچھ اور کہتی ہےchaman vāloñ se barq-e-be amāñ kuchh aur kahtī haimagar merī to shāḳh-e-āshiyāñ kuchh aur kahtī hai
- حالت دل وہی رہی مقصد دل کو پا کے بھیہم تو سکوں نہ پا سکے ان کے قریب جا کے بھیhālat-e-dil vahī rahī maqsad-e-dil ko pā ke bhīham to sukūñ na pā sake un ke qarīb jā ke bhī
- دل غم سے بھی بیزار ہے معلوم نہیں کیوںیہ عیش بھی اب یار ہے معلوم نہیں کیوںdil ġham se bhī bezār hai ma.alūm nahīñ kyūñye aish bhī ab yār hai ma.alūm nahīñ kyūñ
- دل میں ہے اک راز جو ہونٹوں تک آ سکتا نہیںیعنی میں جس حال میں بھی ہوں بتا سکتا نہیںdil meñ hai ik rāz jo honṭoñ tak ā saktā nahīñya.anī maiñ jis hāl meñ bhī hūñ batā saktā nahīñ
- رسائی سعئ نا مشکور ہو جائے تو کیا ہوگاقدم رکھتے ہی منزل دور ہو جائے تو کیا ہوگاrasā.ī sa.ī-e-nā mashkūr ho jā.e to kyā hogāqadam rakhte hī manzil dūr ho jā.e to kyā hogā
- زندگی کا کوئی حس کیسے ادا کرتے ہیںجو محبت نہیں کرتے ہیں وہ کیا کرتے ہیںzindagī kā koī his kaise adā karte haiñjo mohabbat nahīñ karte haiñ vo kyā karte haiñ
- سب جسے کہتے ہیں وقف غم جاناں ہونااولیں شرط ہے اس کے لئے انساں ہوناsab jise kahte haiñ vaqf-e-ġham-e-jānāñ honāavvalīñ shart hai us ke liye insāñ honā
- غم نے دلوں کو رام کیا اور گزر گیاظالم نے اپنا کام کیا اور گزر گیاġham ne diloñ ko rām kiyā aur guzar gayāzālim ne apnā kām kiyā aur guzar gayā
- غم ہستی نہ کچھ فکر دل و جاں ہے جہاں میں ہوںکہ ہر ہر گام پر کوئی نگہباں ہے جہاں میں ہوںġham-e-hastī na kuchh fikr-e-dil-o-jāñ hai jahāñ meñ hūñke har har gām par koī nigahbāñ hai jahāñ meñ hūñ
- کبھی گریاں کبھی خنداں کبھی حیراں ہوں میںمختصر ہے مری روداد کہ انساں ہوں میںkabhī giryāñ kabhī ḳhandāñ kabhī hairāñ hūñ maiñmuḳhtasar hai mirī rūdād ke insāñ hūñ maiñ
- کیا خبر تھی عشق میں ایسا بھی اک دور آئے ہےبات کیسی سانس لیتا ہوں تو جی گھبرائے ہےkyā ḳhabar thī ishq meñ aisā bhī ik dūr ā.e haibāt kaisī sāns letā hūñ to jī ghabrā.e hai
- نظر نظر سے ملائی کیوں تھی نفس نفس میں سمائے کیوں تھےانہیں تھا منظور مجھ سے پردہ تو سامنے میرے آئے کیوں تھےnazar nazar se milā.ī kyūñ thī nafas nafas meñ samā.e kyūñ theunheñ thā manzūr mujh se parda to sāmne mere ā.e kyūñ the
- وہ غم دے رہے ہیں خوشی ہو رہی ہےحقیقت میں اب عاشقی ہو رہی ہےvo ġham de rahe haiñ ḳhushī ho rahī haihaqīqat meñ ab āshiqī ho rahī hai
- وہ قریب بھی ہیں تو کیا ہوا ہمیں اپنے کام سے کام ہےوہی جستجو وہی بے خودی وہی زندگی کا نظام ہےvo qarīb bhī haiñ to kyā huā hameñ apne kām se kām haivahī justujū vahī be ḳhudī vahī zindagī kā nizām hai
- وہی کچھ زندگی میں زندگی کا بھید پاتے ہیںجو پیہم جستجو کرتے ہیں برسوں غم اٹھاتے ہیںvahī kuchh zindagī meñ zindagī kā bhed pāte haiñjo paiham justujū karte haiñ barsoñ ġham uṭhāte haiñ
- یہ سوچتا ہوں کہ خود عارف حیات بھی ہےبشر جو محرم اسرار کائنات بھی ہےye sochtā hūñ ke ḳhud ārif-e-hayāt bhī haibashar jo mahram-e-asrār-e-kā.ināt bhī hai