Poet
Kaif Bhopali
1917–1991
Poems
- اس طرح محبت میں دل پہ حکمرانی ہےدل نہیں مرا گویا ان کی راجدھانی ہےis tarah mohabbat meñ dil pe hukmarānī haidil nahīñ mirā goyā un kī rājdhānī hai
- اللہ ی کس کا ماتم ہے وہ زلف جو بکھری جاتی ہےآنکھیں ہے کہ بھیگی جاتی ہیں دنیا ہے کہ ڈوبی جاتی ہےallāh y kis kā mātam hai vo zulf jo bikhrī jātī haiānkheñ hai ke bhīgī jātī haiñ duniyā hai ke ḍūbī jātī hai
- بیمار محبت کی دوا ہے کہ نہیں ہےمیرے کسی پہلو میں قضا ہے کہ نہیں ہےbīmār-e-mohabbat kī davā hai ke nahīñ haimere kisī pahlū meñ qazā hai ke nahīñ hai
- تجھے کون جانتا تھا مری دوستی سے پہلےترا حسن کچھ نہیں تھا مری شاعری سے پہلےtujhe kaun jāntā thā mirī dostī se pahletirā husn kuchh nahīñ thā mirī shāyarī se pahle
- تم سے نہ مل کے خوش ہیں وہ دعویٰ کدھر گیادو روز میں گلاب سا چہرہ اتر گیاtum se na mil ke ḳhush haiñ vo da.avā kidhar gayādo roz meñ gulāb sā chehra utar gayā
- تھوڑا سا عکس چاند کے پیکر میں ڈال دےتو آ کے جان رات کے منظر میں ڈال دےthoṛā sā aks chānd ke paikar meñ ḍāl detū ā ke jān rāt ke manzar meñ ḍāl de
- تیرا چہرہ صبح کا تارا لگتا ہےصبح کا تارا کتنا پیارا لگتا ہےterā chehra sub.h kā tārā lagtā haisub.h kā tārā kitnā pyārā lagtā hai
- تیرا چہرہ کتنا سہانا لگتا ہےتیرے آگے چاند پرانا لگتا ہےterā chehra kitnā suhānā lagtā haitere āge chānd purānā lagtā hai
- جب ہمیں مسجد جانا پڑا ہےراہ میں اک مے خانہ پڑا ہےjab hameñ masjid jānā paṛā hairāh meñ ik mai ḳhāna paṛā hai
- جسم پر باقی یہ سر ہے کیا کروںدست قاتل بے ہنر ہے کیا کروںjism par bāqī ye sar hai kyā karūñdast-e-qātil be hunar hai kyā karūñ
- جھوم کے جب رندوں نے پلا دیشیخ نے چپکے چپکے دعا دیjhūm ke jab rindoñ ne pilā dīshaiḳh ne chupke chupke duā dī
- خانقاہ میں صوفی منہ چھپائے بیٹھا ہےغالباً زمانے سے مات کھائے بیٹھا ہےḳhānqāh meñ sūfī muñh chhupā.e baiṭhā haiġhāliban zamāne se māt khā.e baiṭhā hai
- داغ دنیا نے دیے زخم زمانے سے ملےہم کو تحفے یہ تمہیں دوست بنانے سے ملےdāġh duniyā ne diye zaḳhm zamāne se mileham ko tohfe ye tumheñ dost banāne se mile
- در و دیوار پہ شکلیں سی بنانے آئیپھر یہ بارش میری تنہائی چرانے آئیdar-o-dīvār pe shakleñ sī banāne ā.īphir ye bārish merī tanhā.ī churāne ā.ī
- دوستو اب تم نہ دیکھو گے یہ دنختم ہیں ہم پر ستم آرائیاںdosto ab tum na dekhoge ye dinḳhatm haiñ ham par sitam ārā.iyāñ
- سلام اس پر اگر ایسا کوئی فن کار ہو جائےسیاہی خون بن جائے قلم تلوار ہو جائےsalām us par agar aisā koī fan kār ho jā.esiyāhī ḳhūn ban jā.e qalam talvār ho jā.e
- کام یہی ہے شام سویرےتیری گلی کے سو سو پھیرےkām yahī hai shām savereterī galī ke sau sau phere
- کٹیا میں کون آئے گا اس تیرگی کے ساتھاب یہ کواڑ بند کرو خامشی کے ساتھkuṭiyā meñ kaun ā.egā is tīrgī ke sāthab ye kivāṛ band karo ḳhāmushī ke sāth
- کون آئے گا یہاں کوئی نہ آیا ہوگامیرا دروازہ ہواؤں نے ہلایا ہوگاkaun ā.egā yahāñ koī na āyā hogāmerā darvāza havā.oñ ne hilāyā hogā
- گردش ارض و سماوات نے جینے نہ دیاکٹ گیا دن تو ہمیں رات نے جینے نہ دیاgardish-e-arz-o-samāvāt ne jīne na diyākaṭ gayā din to hameñ rāt ne jīne na diyā
- نہ آیا مزہ شب کی تنہائیوں میںسحر ہو گئی چند انگڑائیوں میںna āyā maza shab kī tanhā.iyoñ meñsahar ho ga.ī chand angṛā.iyoñ meñ
- ہائے لوگوں کی کرم فرمائیاںتہمتیں بد نامیاں رسوائیاںhā.e logoñ kī karam farmā.iyāñtohmateñ bad nāmiyāñ rusvā.iyāñ
- ہم ان کو چھین کر لائے ہیں کتنے دعوے داروں سےشفق سے چاندنی راتوں سے پھولوں سے ستاروں سےham un ko chhīn kar lā.e haiñ kitne da.ave dāroñ seshafaq se chāndnī rātoñ se phūloñ se sitāroñ se
- ہم کو دوانہ جان کے کیا کیا ظلم نہ ڈھایا لوگوں نےدین چھڑایا دھرم چھڑایا دیس چھڑایا لوگوں نےham ko dīvāna jān ke kyā kyā zulm na ḍhāyā logoñ nedīn chhuṛāyā dharm chhuṛāyā des chhuṛāyā logoñ ne
- یہ داڑھیاں یہ تلک دھاریاں نہیں چلتیںہمارے عہد میں مکاریاں نہیں چلتیںye dāṛhiyāñ ye talak dhāriyāñ nahīñ chaltīñhamāre ahd meñ makkāriyāñ nahīñ chaltīñ