Poet
Jagdeesh Raj Figar
Poems
- آدمی تھا کیا وہی اک کام کاارض پر جس کا کوئی مسکن نہ تھاādmī thā kyā vahī ik kām kāarz par jis kā koī maskan na thā
- اپنے ہی آس پاس ہوں میںخود جو اپنی اساس ہوں میںapne hī ās pās hūñ maiñḳhud jo apnī asās hūñ maiñ
- بالیقیں پیکر شباب ہے وہجس کی نظروں کا انتخاب ہے وہbilyaqīñ paikar-e-shabāb hai vojis kī nazroñ kā intiḳhāb hai vo
- تپش سے بھاگ کر پیاسا گیا ہےسمندر کی طرف صحرا گیا ہےtapish se bhāg kar pyāsā gayā haisamundar kī taraf sahrā gayā hai
- جو فقط رہتے ہوں دن کو بے قرارمہوشوں میں کیجئے ان کا شمارjo faqat rahte hūñ din ko be qarārmahvashoñ meñ kījiye un kā shumār
- خاندانی قول کا تو پاس رکھرام ہے تو سامنے بن باس رکھḳhāndānī qaul kā to pās rakhrām hai to sāmne ban bās rakh
- ربط صحرا سے عرش کا دیکھابادلوں کا جو قافلہ دیکھاrabt-e-sahrā se arsh kā dekhābādaloñ kā jo qāfila dekhā
- ظرف کہنہ گلا دیا جائےروپ اس کو نیا دیا جائےzarf kohna gilā diyā jā.erūp us ko nayā diyā jā.e
- گگن سے دھرتی پہ آ گیا تھااجل کو اچھے سے جانتا تھاgagan se dhartī pe ā gayā thāajal ko achchhe se jāntā thā
- میں نے جب تب جدھر جدھر دیکھااپنی صورت کا ہی بشر دیکھاmaiñ ne jab tab jidhar jidhar dekhāapnī sūrat kā hī bashar dekhā
- وہ آپ کے قریں ہے اسے دیکھنا نہیںوہ بھی تو مہ جبیں ہے اسے دیکھنا نہیںvo āp ke qarīñ hai use dekhnā nahīñvo bhī to mah jabīñ hai use dekhnā nahīñ
- یہ ناداں ذہن ہے جو سوچتا ہےخلا میں کیا کہیں صوت و صدا ہےye nādāñ zehn hai jo sochtā haiḳhalā meñ kyā kaheñ saut-o-sadā hai