Poet
Iftikhar Haidar
b. 1975
Poems
- آرزوئیں نہ چھین خواب نہ چھینمیرا سامان اضطراب نہ چھینārzūeñ na chhīn ḳhvāb na chhīnmerā sāmān-e-iztirāb na chhīn
- اس واسطے لوگوں کو سنائی نہیں دیتےہم آہ تو بھرتے ہیں دہائی نہیں دیتےis vāste logoñ ko sunā.ī nahīñ deteham āh to bharte haiñ duhā.ī nahīñ dete
- اگر سنانی ہے ہر قدم پر نئی کہانی تو ہار مانیفریب کھاتے ہوئے گزرنی ہے زندگانی تو ہار مانیagar sunānī hai har qadam par na.ī kahānī to hār mānīfareb khāte hue guzarnī hai zindagānī to hār mānī
- ان دیکھی اور بھولی بھالی دنیا ہےاس کھڑکی کے پار انوکھی دنیا ہےan dekhī aur bhūlī bhālī duniyā haiis khiṛkī ke pār anokhī duniyā hai
- بڑھاؤ ہاتھ بڑھاؤ فقیر موج میں ہےتونگرو ادھر آؤ فقیر موج میں ہےbaṛhā.o hāth baṛhā.o faqīr mauj meñ haitavangaro idhar ā.o faqīr mauj meñ hai
- تیور بھید بتاتے ہیں یہ نم آلود ہواؤں کےآج ذرا کھل کھیلنے والے ہیں انداز گھٹاؤں کےtevar bhed batāte haiñ ye nam ālūd havā.oñ keāj zarā khul khelne vāle haiñ andāz ghaṭā.oñ ke
- جب ایک شخص اپنا ٹھکانہ بدل گیاپھر اس کے ساتھ سارا زمانہ بدل گیاjab ek shaḳhs apnā ṭhikāna badal gayāphir us ke sāth sārā zamāna badal gayā
- زخم دکھانے لگ جاتی ہے جان کو آنے لگ جاتی ہےرات گئے تنہائی جس دم شور مچانے لگ جاتی ہےzaḳhm dikhāne lag jātī hai jān ko āne lag jātī hairāt ga.e tanhā.ī jis dam shor machāne lag jātī hai
- فضول ناز اٹھانے سے بات بگڑی ہےکسی کو دل میں بسانے سے بات بگڑی ہےfuzūl nāz uṭhāne se bāt bigṛī haikisī ko dil meñ basāne se bāt bigṛī hai
- فیض عہد جدید تنہائیسہہ رہا ہوں شدید تنہائیfaiz ahd-e-jadīd-e-tanhā.īsah rahā hūñ shadīd tanhā.ī
- قرار ہوتے ہوئے بے قرار یعنی میںتمہارے ہجر کا اک سوگوار یعنی میںqarār hote hue be qarār ya.anī maiñtumhāre hijr kā ik sogvār ya.anī maiñ
- کوئی ان ہونا واقعہ نہیں ہےعشق میرے لیے نیا نہیں ہےkoī un honā vāqi.a nahīñ haiishq mere liye nayā nahīñ hai
- گزشتہ شب جو اتنی روشنی تھیتمہاری یاد کی جلوہ گری تھیguzishta shab jo itnī raushnī thītumhārī yād kī jalva girī thī
- وحشت فراق خوف ترا دھیان الامانکتنی بلائیں ہیں مری مہمان الامانvahshat firāq ḳhauf tirā dhyān alamānkitnī balā.eñ haiñ mirī mehmān-e-alamān
- وحشت ہے بے زاری ہےشام بھی کتنی بھاری ہےvahshat hai be zārī haishām bhī kitnī bhārī hai
- ویسے تو انسان خدا کا خاص خلیفہ بنتا ہےلیکن جو حالات ہیں اس کے ان پر رونا بنتا ہےvaise to insān ḳhudā kā ḳhās ḳhalīfa bantā hailekin jo hālāt haiñ us ke un par ronā bantā hai