Poet
Ghayas Anjum
b. 1950
Poems
- بے نیاز بہار سا کیوں ہےدل کو زخموں سے پیار سا کیوں ہےbe niyāz-e-bahār sā kyūñ haidil ko zaḳhmoñ se pyār sā kyūñ hai
- پہنچ کر شب کی سرحد پر اجالا ڈوب جاتا ہےنہ ہو جس کا کوئی وہ بے سہارا ڈوب جاتا ہےpahuñch kar shab kī sarhad par ujālā ḍūb jātā haina ho jis kā koī vo be sahārā ḍūb jātā hai
- تجھے میں بھول جانا چاہتا ہوںیوں دل کو آزمانا چاہتا ہوںtujhe maiñ bhūl jānā chāhtā hūñyūñ dil ko āzmānā chāhtā hūñ
- چھپا ہے کرب مسلسل ہوا کے لہجے میںکوئی تو پھول کھلائے دعا کے لہجے میںchhupā hai karb-e-musalsal havā ke lahje meñkoī to phūl khilā.e duā ke lahje meñ
- خسارے میں رہے لیکن نہ چھوڑی سادگی ہم نےبہ ہر صورت نبھائی دشمنوں سے دوستی ہم نےḳhasāre meñ rahe lekin na chhoṛī sādgī ham neba har sūrat nibhā.ī dushmanoñ se dostī ham ne
- خون دل مجھ سے ترا رنگ حنا مانگے ہےیا ہتھیلی پہ کوئی نقش وفا مانگے ہےḳhūn-e-dil mujh se tirā rang-e-hinā māñge haiyā hathelī pe koī naqsh-e-vafā māñge hai
- درد کے چاند کی تصویر غزل میں آئےشعر لکھوں تو یہ تاثیر غزل میں آئےdard ke chānd kī tasvīr ġhazal meñ ā.esher likhūñ to ye tāsīr ġhazal meñ ā.e
- ساز حیات قید و سلاسل کہیں کسےجب دل ہی بجھ گیا ہو تو پھر دل کہیں کسےsāz-e-hayāt qaid-o-salāsil kahīñ kisejab dil hī bujh gayā ho to phir dil kahīñ kise
- لپٹ رہی ہیں جو تجھ سے دعائیں میری ہیںہوا کا شور نہیں ہے صدائیں میری ہیںlipaṭ rahī haiñ jo tujh se duā.eñ merī haiñhavā kā shor nahīñ hai sadā.eñ merī haiñ
- ہجوم درد ملا امتحان ایسا تھامگر وہ چپ ہی رہا بے زبان ایسا تھاhujūm-e-dard milā imtihān aisā thāmagar vo chup hī rahā be zabān aisā thā
- ہم نے جب چاہا کوئی آگ بجھانے آئےآئے تو لوگ مگر دل کو جلانے آئےham ne jab chāhā koī āg bujhāne ā.eā.e to log magar dil ko jalāne ā.e