Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ghamgeen Qureshi

Poems

Meter
  1. is ṭūṭe hue dil kā sahārā hai tirā ġhamhamdard haqīqat meñ hamārā hai tirā ġham
  2. tū jo mil jā.e to ṭhukrā dūñ ye duniyā kyā haimāsivā tere mire dil kī tamannā kyā hai
  3. tere ġham ke shikār haiñ ham logphir bhī tujh par nisār haiñ ham log
  4. jab kisī se vafā kare koīdekh kar kyūñ jalā kare koī
  5. hasrateñ betāb dil nāshād haihar tamannā mā.il-e-fariyād hai
  6. ḳhayāl rakhnā mirā zaḳhm bhar na jā.e kahīñhavādisāt kā dariyā utar na jā.e kahīñ
  7. duniyā kī masarrat apnā le zid chhoṛ de mahv-e-ḳhvāb na homaiñ tere liye betāb sahī to mere liye betāb na ho
  8. ḍhal ga.ī rāt din nikal āyāġham nayā pairahan badal āyā
  9. shab-e-firāq se mānūs ġham kā mārā hūñubhartā chānd nahīñ ḍūbtā sitārā hūñ
  10. kyā pūchh rahe ho dil-e-bīmār kī bāteñkambaḳht samajhtā hī nahīñ pyār kī bāteñ
  11. mānind huā pal meñ guzar jā.egā koīā.e na agar āp to mar jā.egā koī