Poet
Faiz Tabassum Tonsvi
Poems
- آپ کے شہر میں آنے والےیعنی خود جان سے جانے والےāp ke shahr meñ āne vāleya.anī ḳhud jān se jāne vāle
- بیگانۂ شعور وفا ہو گیا وہ شخصیہ کیا ہوا کہ مجھ سے خفا ہو گیا وہ شخصbegāna-e-shuūr-e-vafā ho gayā vo shaḳhsye kyā huā ke mujh se ḳhafā ho gayā vo shaḳhs
- حدیث زندگی سنتے رہے ہیںبڑی مدت سے سر دھنتے رہے ہیںhadīs-e-zindagī sunte rahe haiñbaṛī muddat se sar dhunte rahe haiñ
- حدیث شوق کہیں یا کریں حیات کی باتہر ایک بات تری چشم التفات کی باتhadīs-e-shauq kahīñ yā kareñ hayāt kī bāthar ek bāt tirī chashm-e-iltifāt kī bāt
- حسن مجبور جفا ہے ہمیں معلوم نہ تھاعشق پابند وفا ہے ہمیں معلوم نہ تھاhusn majbūr-e-jafā hai hameñ ma.alūm na thāishq pāband-e-vafā hai hameñ ma.alūm na thā
- کوچہ کوچہ گھوم کے دیکھا بات تو اتنی جانی ہےجتنا جتنا شہر بڑا ہے اتنی ہی ویرانی ہےkūcha kūcha ghūm ke dekhā bāt to itnī jānī haijitnā jitnā shahr baṛā hai itnī hī vīrānī hai
- کھلا ہوا ترا چہرہ گلاب کا سا تھااور اس پہ نور کسی ماہتاب کا سا تھاkhulā huā tirā chehra gulāb kā sā thāaur us pe nūr kisī māhtāb kā sā thā
- کیف و سرور قلب کے امکان ہی گئےدل کیا گیا حیات کے سامان ہی گئےkaif-o-surūr qalb ke imkān hī ga.edil kyā gayā hayāt ke sāmān hī ga.e
- ممکن ہے پھر تلافئ مافات ہو نہ ہوآ جا کہ اس کے بعد کوئی بات ہو نہ ہوmumkin hai phir talāfī-e-māfāt ho na hoā jā ke is ke ba.ad koī bāt ho na ho
- موسم اچھا ہے رت سہانی ہےمیرے لب پر تری کہانی ہےmausam achchhā hai rut suhānī haimere lab par tirī kahānī hai
- ہر طرف جلوۂ فروزاں ہےصحن ہستی میں اک چراغاں ہےhar taraf jalva-e-farozāñ haisehn-e-hastī meñ ik charāġhāñ hai
- زندگی نام ہے تغیر کاگر تغیر نہ ہو تو زیست محالzindagī nām hai taġhayyur kāgar taġhayyur na ho to zīst muhāl