Poet
Ejaaz tawakkal
b. 1962
Poems
- ادب سے عاری درندہ صفات لوگوں میںمیں بیٹھتا ہی نہیں واہیات لوگوں میںadab se ārī darinda sifāt logoñ meñmaiñ baiṭhtā hī nahīñ vāhiyāt logoñ meñ
- اس قدر غور سے نہ سن فعلنبحر ٹوٹی ہوئی ہے چن فعلن
- بہتی ہوئی آنکھوں کی روانی میں مرے ہیںکچھ خواب مرے عین جوانی میں مرے ہیںbahtī huī ānkhoñ kī ravānī meñ mire haiñkuchh ḳhvāb mire ain javānī meñ mire haiñ
- چہار سمت کہیں دائیں بائیں لگتی ہیںسکوت توڑنا ہو تو صدائیں لگتی ہیںchahār samt kahīñ dā.eñ bā.eñ lagtī haiñsukūt toṛnā ho to sadā.eñ lagtī haiñ
- زمانے کی ستائی خودکشی ہےمحبت ابتدائی خودکشی ہےzamāne kī satā.ī ḳhudkushī haimohabbat ibtidā.ī ḳhudkushī hai
- عشق جو والہانہ ہوتا ہےخود کو ہی آزمانا ہوتا ہےishq jo vālhāna hotā haiḳhud ko hī āzmānā hotā hai
- کاش کو لکھا ہے کاشا شکریہلفظ کو تم نے تراشا شکریہkāsh ko likhā hai kāshā shukriyalafz ko tum ne tarāshā shukriya
- کہتے ہیں جس کو عشق مرے بھائی جنگ ہےیہ دو دلوں کے بیچ علاقائی جنگ ہےkahte haiñ jis ko ishq mire bhā.ī jang haiye do diloñ ke bīch ilāqā.ī jang hai
- مارنے والی امنگوں کی طرح ہوتا ہےعشق بارودی سرنگوں کی طرح ہوتا ہےmārne vālī umangoñ kī tarah hotā haiishq bārūdī sarnigūñ kī tarah hotā hai
- نیند کے دائرے میں حاضر ہوںخواب کے راستے میں حاضر ہوںnīnd ke dā.ire meñ hāzir hūñḳhvāb ke rāste meñ hāzir hūñ
- ہمیں یہ راز سبھی کو بتانا ہوتا ہےنئے کے بعد ہی کوئی پرانا ہوتا ہےhameñ ye rāz sabhī ko batānā hotā haina.e ke ba.ad hī koī purānā hotā hai
- ہو کے باریک مل رہی ہے مجھےہر خبر ویک مل رہی ہے مجھےho ke bārīk mil rahī hai mujhehar ḳhabar vek mil rahī hai mujhe
- یہ ان سے ملتی ہے مبتلا نئیںہوا درختوں کی داشتہ نئیںye un se miltī hai mubtalā na.īñhavā daraḳhtoñ kī dāshta na.īñ
- یہ بھی ممکن ہے میاں آنکھ بھگونے لگ جاؤںوہ کہے کیسے ہو تم اور میں رونے لگ جاؤںye bhī mumkin hai miyāñ ānkh bhigone lag jā.ūñvo kahe kaise ho tum aur maiñ rone lag jā.ūñ
- یہ حکمت عملی ہے کوئی کینہ نہیں ہےاس ہجر کے گھاؤ کو ابھی سینا نہیں ہےye hikmat-e-amalī hai koī kīna nahīñ haiis hijr ke ghā.o ko abhī sīnā nahīñ hai